
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Zindagi Se Aik Din Mausam Khafa Ho Jayein Ge
Urdu Poetry
zindagi se aik din mausam khafa ho jaeinge
rang-e-gul aur bu-e-gul donon hawa ho jaeinge
زندگی سے ایک دن موسم خفا ہو جائیں گے
رنگ گل اور بوئے گل دونوں ہوا ہو جائیں گے
aankh se aansoo nikal jaeinge aur tehni se phool
waqt badlega to sab qaidi riha ho jaeinge
آنکھ سے آنسو نکل جائیں گے اور ٹہنی سے پھول
وقت بدلے گا تو سب قیدی رہا ہو جائیں گے
phool se khushbu bichard jaeigi suraj se kiran
sal se din waqt se lamhe juda ho jaeinge
پھول سے خوشبو بچھڑ جائے گی سورج سے کرن
سال سے دن وقت سے لمحے جدا ہو جائیں گے
kitne pur umeed kitne khubsurat hain ye log
kya ye sab bazoo ye sab chehre fana ho jaeinge
کتنے پر امید کتنے خوبصورت ہیں یہ لوگ
کیا یہ سب بازو یہ سب چہرے فنا ہو جائیں گے Ye Zulf Agar Khul Ke Bikhar Jaye Tou Acha – Sahir LudianviAngrai Bhi Wo Lene Na Paye Utha Ke Hath – Urdu GhazalWo Khwaab Tha Bikhar Gaya – Urdu Sad GhazalHumne Hi Lautne Ka Irada Nahi Kiya – Parveen Shakir Ghazal
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO