
Table of Contents
Zindagi Mout Ke Pehlu Mein Bhali Lagti Hai
Urdu Sad Poetry
Zindagi mout ke pehlu Mein bhali lagti haiGhaas is qabar pe kuch aur hari lagti hai زندگی موت کے پہلو میں بھلی لگتی ہے
گھاس اس قبر پہ کچھ اور ہری لگتی ہے Roz kaghaz pe banata hoon mein qadmon ke naqooshKoi chalta hai aur humsafari lagti hai روز کاغذ پہ بناتا ہوں میں قدموں کے نقوش
کوئی چلتا نہیں اور ہمسفَری لگتی ہے Aankh manus-e-tamasha nahi hone patiYe kaisi soorat hai Ki har Roz nayi lagti hai آنکھ مانوسِ تماشا نہیں ہونے پاتی
کیسی صورت ہے کہ ہر روز نئی لگتی ہے Ghans mein jazab huye honge zameen ke aansooPaon rakhta Hoon tou halki si nami lagti hai گھاس میں جذب ہوئے ہوں گے زمیں کے آنسو
پاؤں رکھتا ہوں تو ہلکی سی نمی لگتی ہے Sach tou keh doon magar is daur ke insaanon koBaat Jo dil se nakalti hai buri lagti hai سچ تو کہہ دوں مگر اس دور کے انسانوں کو
بات جو دل سے نکلتی ہے بُری لگتی ہے Boond bhar ashq bhi na tapka Kisi ke gum meinAaj har aankh koi abr-e-tahi lagti hai بوند بھر اشک بھی ٹپکا نہ کسی کے غم میں
آج ہر آنکھ کوئی ابرِ تہی لگتی ہے Ghar mein kuch kam hai ye ehsas bhi hota hai saleemYe bhi khulta nahi kis shae Ki kami lagti hai گھر میں کچھ کم ہے، یہ احساس بھی ہوتا ہے سلیمؔ
یہ بھی کھُلتا نہیں کس شے کی کمی لگتی ہے Tujhe Kya Khabar Mere Be-Khabar by Naseer TurabiLagta Nahi Hai Dil Mera Ujre Dayar Mein – Bahadur Shah Zafar100+ Best Sad Love Poetry | 2 Line Urdu Poetry CollectionAb Ke Tajdeed-e-Wafa Ka Nahi Imkan Janan – Ahmad Faraz
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO