Table of Contents
Zindagi Log Jise Marham-e-Gham Jante Hain
Urdu Ghazal Poetry
Zindagi Log Jise Marham-e-Gham Jante Hain,
Jis Tarha Hum Ne Guzari Hai Wo Hum Jante Hain
زندگی لوگ جسے مرہمِ غم جانتے ہیںجس طرح ہم نے گذاری ہے وہ ہم جانتے ہیں
Dard Kuch or Ata Kar K Tere Dard Nawaz
Ye Sakhawat Tere Mayar Se Kam Jante Hain
درد کچھ اور عطا کر کہ ترے درد نواز
یہ سخاوت ترے معیار سے کم جانتے ہیں Sar Barhana Chale Aaye Hain K Pathar Barasain
Hum Tere Shehar Ka Aain-E-Karam Jante Hain سر برہنہ چلے آئے ہیں کہ پتھر برسیںہم ترے شہر کا آئینِ کرم جانتے ہیں Shidat-E-Gham Ka Ye Aalam Hai Shab-E-Hijar K Hum
Har Satarey Ko Tera Deeda-E-Nam Jante Hain شدّتِ غم کا یہ عالم ہے شبِ ہجر، کہ ہمہر ستارے کو ترا دیدۂ نم جانتے ہیں Hum K Khilte Thay Kabhi Zabt-e-Janoon Ki Rut Mein
Harf-e-Sheerain Ko Bhi Qatra-e-Sam Jante Hain ہم کہ کھلتے تھے کبھی ضبطِ جنوں کی رُت میںحرفِ شِیریں کو بھی اب قطرۂ سم جانتے ہیں Ghair Ki Baaton Ka Aakhir Aitbaar Aa Hi Gaya – Heart Touching linesYeh Bichadna Tou Meri Jaan Bichadna Na Hua – Urdu ShayariDil Jo Hai Aag Laga Doon Us Ko – Jaun Elia – Urdu Poetry Collection
Follow On Us Social Media:
● Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
● Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm