
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Yeh Mojeza Bhi Mohabbat Kabhi Dikhaye Mujhe
Qateel Shifai Poetry
Yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaye mujheKe sang tujh pe giray aur zakham aye mujhe یہ معجزہ بھی محبت کبھی دکھائے مجھےکہ سنگ تجھ پہ گرے اور زخم آئے مجھے Woh mera dost hai saray jahan ko hai maloomDaghaa kare woh kisi se to sharam aaye mujhe وہ میرا دوست ہے سارے جہاں کو ہے معلومدغا کرے وہ کسی سے تو شرم آئے مجھے Woh meherbaan hai to iqraar kyun nahin kartaWoh badgumaan hai to so baar aazmaaye mujhe وہ مہرباں ہے تو اقرار کیوں نہیں کرتاوہ بد گماں ہے تو سو بار آزمائے مجھے Wohi to sab se zeyada hai nukta-cheen meraJo muskuraa ke hamesha galay lagaye mujhe وہی تو سب سے زیادہ ہے نکتہ چیں میراجو مسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے Main apni zaat main neelaam ho raha hoon QateelGham-e-hayaat se keh do khareed laye mujhe میں اپنی ذات میں نیلام ہو رہا ہوں قتیلؔغم حیات سے کہہ دو خرید لائے مجھے Jab Agle Saal Yehi Waqt Aa raha Hoga – Jagjit Singh LyricsApni Tasver Ko Aankhon Se Lagata Kya Hai – Lyrics in UrduSaare Rishte Tabah Kar Aaya – Jaun Elia GhazalMein Iss Liye Aangan Ka Shajar Kaat Raha Tha
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO