
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Ye Haseen Shaam Apni
Parveen Shakir Poetry
Ye Haseen Shaam Apni
Abhi Jiss Mein Ghul Rahi Hai
Tere Pairaahan Ki Khushboo
Abhi Jiss Mein Khil Rahe Hein
Mere Khaawab Ke Shagoofe
Zaraa Der Kaa Hai Manzar
یہ حسین شام اپنی
ابھی جس میں گھل رہی ہےترے پیرہن کی خوشبوابھی جس میں کھل رہے ہیںمیرے خواب کے شگوفےذرا دیر کا ہے منظر Zaraa Der Mein Ufaq ParKhile Ga Koi SitaaraTeri Simt Dekh Kar WohKare Ga Koi IshaaraTere Dil Ko Aaye Ga PhirKissi Yaad Ka BulaawaKoi Qissa-E-JudaaiKoi Kaar-E-Naa-MukammalKoi Khwaab-E-Naa-ShaguftaKoi Baat Kehne Wali ذرا دیر میں افق پہکھلے گا کوئی ستارہتری سمت دیکھ کر وہکرے گا کوئی اشارہترے دل کو آئیگا پھرکسی یاد کا بلاواکوئی قصہء جدائیکوئی کار نا مکملکوئی خواب نا شگفتہکوئی بات کہنے والی kisi aur admi seHumein Chaahiye Tha Milna
Kissi Ahad-E-Mehrbaan Mein
Kissi Khawaab Ke Yaqeen Mein
Kissi Aur Aasmaan Par
Kissi Aur Sarzameen Mein کسی اور آدمی سےہمیں چاہیے تھا ملناکسی عہد مہرباں میںکسی خواب کے یقیں میںکسی اور آسماں میںکسی اور سر زمیں میں Yeh Arzoo Thi Tujhe Gul Ke Ro Bah Ro KarteMohabbat Bhi Ajab Shay Hai Bari Takleef Deti HaiGulaab Aankhen Sharab Aankhen – Love Poetry in Urdu
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO