![Ye Dastan-e-Gham-e-Dil Kahan Kahi Jaye - Urdu Ghazal Poetry](https://urdunama.info/wp-content/uploads/2021/06/Untitled-2021-06-13T151026.820.jpg)
Table of Contents
Ye Dastan-e-Gham-e-Dil Kahan Kahi Jaye
Urdu Ghazal Poetry
ye dastan-e-gham-e-dil kahan kahi jayeyahan to khul ke koi baat bhi na ki jaye یہ داستان غم دل کہاں کہی جائے
یہاں تو کھل کے کوئی بات بھی نہ کی جائے tumhare haath sahi faisla magar phir bhizara aseer ki rudad to suni jaye تمہارے ہاتھ سہی فیصلہ مگر پھر بھی
ذرا اسیر کی روداد تو سنی جائے ye raat din ka tadapna bhi kya qayamat haijo tum nahin to tumhara khayal bhi jaye یہ رات دن کا تڑپنا بھی کیا قیامت ہے
جو تم نہیں تو تمہارا خیال بھی جائے ab is se badh ke bhala aur kya sitam hogazaban khul na sake aankh dekhti jaye اب اس سے بڑھ کے بھلا اور کیا ستم ہوگا
زبان کھل نہ سکے آنکھ دیکھتی جائے ye chaak chaak gireban nahi hai diwanejise bas ek chhalakti nazar hi si jaye یہ چاک چاک گریباں نہیں ہے دیوانے
جسے بس ایک چھلکتی نظر ہی سی جائے koi sabil ki ye sehr-e-jan-gusil tootekoi ilaaj ki ye daur-e-bebasi jaye کوئی سبیل کہ یہ سحر جاں گسل ٹوٹے
کوئی علاج کہ یہ دور بے بسی جائے Raat Gaye Ka Sannata Tha Khamoshi Si Gaon Ki Thi – Urdu ShayariHum Ko Tou Gardish E Halaat Pe Rona Aaya – Sad GhazalHosh Walon Ko Khabar Kya Bekhudi Kya Cheez Hai – Poetry Lyrics
FOLLOW US:
● Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
● Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
● Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO