
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Yaar Ke Gham Ko Ajab Naqsh Giri Aati Hai
Yaar Ke Gham Ko Ajab Naqsh Giri Aati Hai
Poor Poor Aankh Ki Maanind Bhari Jaati Hai
یار کے غم کو عجب نقش گری آتی ہے
پور پور آنکھ کی مانند بھری جاتی ہے Be Taalluq Na Hamen Jaan K Ham Jaante Hain
Kitna Kuchh Jaan Ke Ye Be-Khabri Aati Hai بےتعلق نہ ہمیں جان کہ ہم جانتے ہیںکتنا کچھ جان کے یہ بےخبری آتی ہے Is Qadar Goo’ndhNa Parti Hai Lahuu Se Matti
Haath Ghhul Jaate Hain Phir Kuzahgari Aati Hai اِس قدر گوندھنا پڑتی ہے لہو سے مٹیہاتھ گُھل جاتے ہیں پھر کوزہ گری آتی ہے Kitna Rakhte Hain Voh Is Shahar Khamoshan Ka Khayal
Roz Aik Naao Gulaabon Se Bhari Aati Hai کتنا رکھتے ہیں وہ اس شہرِ خموشاں کا خیالروز ایک ناؤ گلابــوں سے بھری آتی ہے Zindagi Kaise Basar Hogi K Ham Ko Tabish
Sabar Aata Hai Na Aashfta’Sari Aati Hai زندگی کیسے بسر ہوگی کہ ہم کو تابشصبــر آتا ہے، نہ آشــفتہ ســری آتی ہے Ain Mumkin Hai Kabhi Tujh Se Mulaqat Na Ho – Urdu ShayariFursat-e-Hijr Mein Kuch Kar-e-Tamasha Hi SahiAap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe – LyricsYun Na Mil Mujh Se Khafa Ho Jaise – Ehsan Danish Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO