
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taqi Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha. Ghazal, Sad Ghazal, Heart Touching Poetry
Yaad Karne Ke Zamane Se Bahut Aage Hain
yaad karne ke zamane se bahut aage hain
aaj hum apne thikane se bahut aage hain
یاد کرنے کے زمانے سے بہت آگے ہیں
آج ہم اپنے ٹھکانے سے بہت آگے ہیں koi aa ke hamein dhundega to kho jaega
hum nae gham mein purane se bahut aage hain کوئی آ کے ہمیں ڈھونڈے گا تو کھو جائے گاہم نئے غم میں پرانے سے بہت آگے ہیں jism baqi hai magar jaan ko mitane wale
ruh mein zakhm nishane se bahut aage hain جسم باقی ہے مگر جاں کو مٹانے والےروح میں زخم نشانے سے بہت آگے ہیں is qadar khush hain ki hum khwab-e-faramoshi mein
jag jaane ke bahane se bahut aage hain اس قدر خوش ہیں کہ ہم خواب فراموشی میںجاگ جانے کے بہانے سے بہت آگے ہیں jo hamein pa ke bhi khone se bahut pichhe tha
hum use kho ke bhi pane se bahut aage hain جو ہمیں پا کے بھی کھونے سے بہت پیچھے تھاہم اسے کھو کے بھی پانے سے بہت آگے ہیں Kiun Bhool Gaye Hum Ko Rishta To Purana Tha – Sad PoetryJism Tarpa Hai Khak Par Tanha – Mohsin Naqvi PoetryTum Aa Gaye Ho To Kyun Intzar e Sham Karein – Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO