Table of Contents
Wohi Hisaab-E-Tamanna Hai, Ab Bhi Aa Jaao
Jaun Elia Poetry
Wohi Hisaab-E-Tamanna Hai, Ab Bhi Aa Jaao
Wohi Hai Sar Wahi Sauda Hai, Ab Bhi Aa Jaao
وہی حساب تمنا ہے اب بھی آ جاؤ
وہی ہے سر وہی سودا ہے ، اب بھی آ جاؤ Jise Gaaye Huye Khud Se Ab Ek Zamaana Hua
Woh Ab Bhi Tum Mein Bhatakta Hai, Ab Bhi Aa Jaao جسے گئے ہوے خود سے ایک زمانہ ہواوہ اب بھی تم میں بھٹکتا ہے اب بھی آ جاؤ Wo Dil Se Haar Gaya Hai Par Apni Daanist Mein
Wo Shakhs Ab Bhi Yagaana Hai, Ab Bhi Aa Jaao وہ دل سے ہار گیا ہے پر اپنی دانست میںوہ شخص اب بھی یگانہ ہے اب بھی آ جاؤ Main Khud Nahin Hoon Koi Aur Hai Mere Andar
Jo Tum Ko Ab Bhi Tarasta Hai, Ab Bhi Aa Jaao میں خود نہیں ہوں کوئی اور ہے میرے اندرجو تم کو اب بھی ترستا ہے اب بھی آجاؤ Main Yaan Se Jaane Hi Waala Hoon Ab, Magar Ab Tak
Wohi Hai Ghar Wahi Hujra Hai, Ab Bhi Aa Jaao میں یاں سے جانے ہی والا ہوں اب ، مگر اب تکوہی ہے گھر وہی حجرہ ہے ، اب بھی آ جاؤ Wohi Kasha-Kash-E-Ehsaas Hai Ba Har Lamhaa
Wohi Hai Dil, Wahi Duniya Hai, Ab Bhi Aa Jaao وہی کشاکش احساس ہے با ہر لمحہوہی ہے دل وہی دنیا ہے ،اب بھی آ جاؤ Tumhen Tha Naaz Buhat Jis Ki Naam-Daari Par
Wo Saare Shahar Mein Ruswaa Hai, Ab Bhi Aa Jaao تمہیں تھا ناز بہت جسکی نام داری پروہ سارے شہر میں رسوا ہے اب بھی آ جاؤ Yahan Se Saath Hi Khwaabon Ke Shahar Jaayen Ge
Wohi Junoon, Wohi Sehra Hai, Ab Bhi Aa Jaao یہاں سے ساتھ ہی خوابوں کے شہر جاینگےوہی جنوں وہی صحرا ہے اب بھی آ جاؤ Woh jaun kaun hai jaane, jo kuch nahin suntaa,hai jaane kaun jo kehta hai, ab bhi aa jaao, وہ جون کون ہے جانے جو کچھ نہیں سنتاہے جانے کون جو کہتا ہے، اب بھی آ جاؤ Ye Nigah-e-Sharm Jhuki Jhuki – Iqbal Azeem PoetryTere Gale Mein Jo Bahon Ko Daal Rakhte Hain – Wasi ShahDil Mein Rakhta Hai Na Palkon Pe Bithata Hai Mujhe
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO