Woh De Raha Hai Dilase Tou Umar Bhar Ke Mujhe
Woh De Raha Hai Dilase Tou Umar Bhar Ke Mujhe
Bichhad Na Jaaye Kahin Phir Udaas Karke Mujhe
وہ دے رہا ہے دلاسے تو عمر بھر کے مجھے
بچھڑ نہ جائے کہیں پھر اداس کر کے مجھے Jahan Na Tu Na Teri Yaad Ke Qadam Honge
Dara Rahe Hai Wohi Marhale Safar Ke Mujhe جہاں نہ تو نہ تیری یاد کے قدم ہوں گےڈرا رہے ہیں وہی مرحلے سفر کے مجھے Ye Chand Ashq Bhi Tere Hai Sham-E-Gam Lekin
Uljahne Lage Hai Abhi Khal-O-Khad Sahar Ke Mujhe یہ چند اشک بھی تیرے ہیں شامِ غم، لیکناجالنے ہیں ابھی خال و خد سحر کے مجھے
Dil-E-Tabah Tere Gam Ko Taalne Ke Liye
Suna Raha Hai Fasane Idhar Udhar Ke Mujhe
دلِ تباہ، ترے غم کو ٹالنے کے لئےسنا رہا ہے فسانے اِدھر اُدھر کے مجھے Qaba-E-Zakhm Badan Par Saja Ke Nikla Hoon
Wo Ab Mila To Dekhega Aankh Bhar Ke Mujhe قبائے زخم، بدن پر سجا کے نکلا ہوںوہ اب ملا بھی تو دیکھے گا آنکھ بھر کر مجھے Kuch Isliye Bhi Main Usse Bichhad Gaya Mohsin
Wo Door Door Se Dekhe Theher Theher Ke Mujhe کچھ اس لئے بھی میں اس سے بچھڑ گیا محسنؔوہ دور دور سے دیکھے ٹھہر ٹھہر کے مجھے Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain – LyricsAate Aate Mera Naam Sa Reh Gaya – LyricsYaar Ke Gham Ko Ajab Naqsh Giri Aati Hai – Sad PoetryBich Jangal Mein Pahunch Ke Kitni Hairani Hui
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO