Table of Contents
Woh Baat Baat Mein Itna Badalta Jata Hai
Noshi Gilani Poetry
Woh Baat Baat Mein Itna Badalta Jata HaiKeh Jis Tarah Koi Lehja Badalta Jata Hai Ye Aarzoo Thi Keh Hum Uss Ke Saath Saath ChaleinMagar Woh Shaks Tou Rasta Badalta Jata Hai Rutein Wisal Ki Ab Khuwaab Hone Wali HainKeh Uss Ki Baat Ka Lehja Badalta Jata Hai Raha Jo Dhoop Mein Sar Par Mere Wahi AanchalHawa Chali Hai Tou Kitna Badalta Jata Hai Woh Baat Kar Jise Dunya Bhi Mua’atabar SamjheTujhe Khabar Hai Zamana Badalta Jata Hai وہ بات بات میں اتنا بدلتا جاتا ہے
کہ جس طرح کوئی لہجہ بدلتا جاتا ہے
یہ آرزو تھی کہ ہم اس کے ساتھ ساتھ چلیں
مگر وہ شخص تو رستہ بدلتا جاتا ہے
رتیں وصال کی اب خواب ہونے والی ہیں
کہ اس کی بات کا لہجہ بدلتا جاتا ہے
رہا جو دھوپ میں سر پر مرے وہی آنچل
ہوا چلی ہے تو کتنا بدلتا جاتا ہے
وہ بات کر جسے دنیا بھی معتبر سمجھے
تجھے خبر ہے زمانہ بدلتا جاتا ہے
Yaar Hum Hain Na Tera Saath Nibhaney Waaley | Urdu PoetryHum Teri Dhun Mein Pareshan ,Zindagi Ae Zindagi | Urdu PoetryAap Heera, Sadaf, Nageen Kyun Hain – Urdu PoetryKise Khabar Hai Keh Umr Bas Is Pe Ghaur Karne Mein Kat Rahi Hai
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO