
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Wo Kya Likhta Jise Inkar Karte Bhi Hijab Aaya
Arzoo Lakhnavi Poetry
wo kya likhta jise inkar karte bhi hijab aayajawab-e-Khat nahin aaya to ye samjho jawab aaya وہ کیا لِکھتا جِسے اِنکار کرتے بھی حِجاب آیاجوابِ خط نہیں آیا تو یہ سمجھو جواب آیا qarib-e-subh ye kah kar ajal ne aankh jhapka diare o hijr ke mare tujhe ab tak na Khwab aaya قریبِ صبح یہ کہہ کر اجل نے آنکھ جَھپکا دیارے او ہجر کے مارے تُجھے اب تک نہ خواب آیا dil uss aawaz ke sadqe ye mushkil mein kaha kis nena ghabrana na ghabrana main aaya aur shitab aaya دِل اُس آواز کے صدقے یہ مشکل میں کہا کِس نےنہ گھبرانا نہ گھبرانا میں آیا اور شتاب آیا purane ahd Tute ho gaye paiman nae qaembana di us ne duniya dusri jo inqalab aaya پرانے عہد ٹُوٹے ہو گئے پیماں نئے قائمبنا دی اُس نے دنیا دوسری جو انقلاب آیا guzargah-e-mohabbat ban gai ek mustaqil bastilaga kar aag aaya ghar ko jo KHana-KHarab aaya گزر گاہِ محبت بن گئی اِک مُستَقِل بستیلگا کر آگ آیا گھر کو جو خانہ خراب آیا muamma ban gaya raaz-e-mohabbat arzu yunhiwo mujh se puchhte jhijke mujhe kahte hijab aay معمہ بن گیا رازِ محبت آرزوؔ یوں ہیوہ مجھ سے پُوچھتے جِھجَکے مُجھے کہتے حِجاب آیا Thi Jis Ki Justuju Wo Haqeeqat Nahi Mili – Munir NiaziHumse Bhaga Na Karo Dur Ghazalon Ki Tarah – URDUNAMA.NETTujhe Naaz Hai, Tu Haseen Hai – Urdu GhazalYe Chubhan Akelepan Ki, Ye Lagan Udas Shab Se – Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO