
Wo Jazbon Ki Tijarat Thi,Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
Wo Jazbon Ki Tijarat Thi,Yeh Dil Kuch Aur Samjha ThaUssey Hansney Ki Aadat Thi,Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha وہ جذبوں کی تجارت تھی، یہ دل کچھ اور سمجھا تھااُسے ہنسنے کی عادت تھی، یہ دل کچھ اور سمجھا تھا Mujhey Uss Ney Kaha Aao Nai Dunya Basatey HainUssey Suji Shararat Thi,Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha مجھے اُس نے کہا آؤ ، نئی دنیا بساتے ہیںاُسے سوجھی شرارت تھی، یہ دل کچھ اور سمجھا تھا Humesha Usski Aankhon Main Dhanaq K Rung Hotey ThayYeh Usski Aam Aadat Thi,Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha ہمیشہ اُس کی آنکھوں میں دھنک سے رنگ ہوتے تھےیہ اُس کی عام حالت تھی، یہ دل کچھ اور سمجھا تھا Wo Mairey Pass Bethi,Dair Tak Ghazlein Meri SuntiUsssey Khud Sey Mohabbat,Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha وہ میرے پاس بیٹھی دیر تک غزلیں میری سنتیاُسے خود سے محبت تھی، یہ دل کچھ اور سمجھا تھا Mairey Kandhay Par Sir Rakh Kar Kahein Par Kho Gai Thi WoYeh Ek Waqti Enayat Thi,Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha میرے کندھے پہ سر رکھ کر کہیں پہ کھو گئی تھی وہیہ اک وقتی عنایت تھی، یہ دل کچھ اور سمجھا تھا Mujhey Wo Dekh Kar Aksar Nighahein Phair Leyti ThiYeh Dar Parda Haqarat Thi,Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha مجھے وہ دیکھ کر اکثر نگاہیں پھیر لیتی تھییہ درپردہ حقارت تھی، یہ دل کچھ اور سمجھا تھا Mein Ye Kis Ke Naam Likhon Jo Alam Guzar Rahe HainHusn Jab Meharbaan Ho To Kyaa Kiijiye – Khumar BarabankviBhalay Dino Ki Baat Hai Bhali Si Ek Shakal Thi – Ahmad FarazAisaa Nahin Ki Un Se Mohabbat Nahin Rahi – Khumar Barabankvi
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO