Table of Contents
Wo Chandni Ka Badan Khushbuon Ka Saya
Bahsir Badr Poetry
wo chandni ka badan khushbuon ka saya hai
bahut aziz hamein hai magar paraya hai
وہ چاندنی کا بدن خوشبوؤں کا سایہ ہے
بہت عزیز ہمیں ہے مگر پرایا ہے utar bhi aao kabhi aasman ke zine se
tumhein khuda ne hamare liye banaya hai اتر بھی آؤ کبھی آسماں کے زینے سےتمہیں خدا نے ہمارے لئے بنایا ہے kahan se aai ye khushbu ye ghar ki khushbu hai
is ajnabi ke andhere mein kaun aaya hai کہاں سے آئی یہ خوشبو؟ یہ گھر کی خوشبو ہےاس اجنبی کے اندھیرے میں کوئی آیا ہے mahak rahi hai zamin chandni ke phulon se
khuda kisi ki mohabbat pe muskuraya hai مہک رہی ہے زمیں چاندنی کے پھولوں سےخدا کسی کی محبت پہ مسکرایا ہے use kisi ki mohabbat ka aetibar nahi
use zamane ne shayad bahut sataya hai اُسے کسی کی محبت کا اعتبار نہیںاُسے زمانے نے شاید بہت ستایا ہے tamam umar mera dil usi dhuen mein ghuta
wo ek charagh tha main ne use bujhaya hai تمام عمر میرا دل اسی دھوئیں میں گھٹاوہ اک چراغ تھا میں نے اُسے بجھایا ہے Wafa ke Wade Woh Sare Bhula Gaya – Sad PoetryAchi Hai Doston Se Shikayat Kabhi Kabhi – Urdu PoetryDukh Ki Laher Ne Chera Hoga – Ghulam Ali LyricsMujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho – Ghazal Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO