
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Waqt Ke Taqazon Ko Is Tarah Bhi Samjha Kar
Urdu Poetry by Mohsin Bhopali
waqt ke taqazon ko is tarah bhi samjha karaaj ki gawahi par mat qayas-e-farda kar وقت کے تقاضوں کو اس طرح بھی سمجھا کرآج کی گواہی پر مت قیاسِ فردا کر tere har rawayye mein bad-gumaniyan kaisijab talak hai duniya mein e’tibar-e-duniya kar تیرے ہر رویے میں بد گمانیاں کیسیجب تلک ہے دنیا میں، اعتبارِ دنیا کر jis ne zindagi di hai wo bhi sochta hogazindagi ke bare mein is qadar na socha kar جس نے زندگی دی ہے وہ بھی سوچتا ہوگازندگی کے بارے میں اس قدر نہ سوچا کر harf o lab se hota hai kab ada har ek mafhumbe-zaban aankhon ki guftugu bhi samjha kar حرف و لب سے ہوتا ہے کب ادا ہر اک مفہومبے زبان آنکھوں کی گفتگو بھی سمجھا کر ek din yahi aadat tujh ko KHun rulaegitu jo yun parakhta hai har kisi ko apna kar ایک دن یہی عادت تجھ کو خوں رلائے گیتو جو یوں پرکھتا ہے ہر کسی کو اپنا کر ye badalti qadrein hi hasil-e-zamana hainbar bar mazi ke yun waraq na ulta kar یہ بدلتی قدریں ہی حاصلِ زمانہ ہیںبار بار ماضی کے یوں ورق نہ الٹا کر Khoon rulaenge manzar mat qarib aa mohsinaaina-kada hai dahr dur se tamasha kar خوں رلائیں گے منظر مت قریب آ محسنآئینہ کدہ ہے دہر، دور سے تماشا کر Thi Jis Ki Justuju Wo Haqeeqat Nahi Mili – Munir NiaziYe Chubhan Akelepan Ki, Ye Lagan Udas Shab Se – PoetryNa Rukte Hain Aansoo Na Thamte Hein Naale – NFAK LyricsYe Chubhan Akelepan Ki, Ye Lagan Udas Shab Se – Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO