
Table of Contents
Wafa Ka Ahad Tha Dil Ko Sambhalne Ke Liye
Urdu Shayari By: Ehsaan Danish
Wafa Ka Ahad Tha Dil Ko Sambhalne Ke LiyeWo Hans Pare MuJhe Mushkil Me Dhalne Ke Liye وفا کا عہد تھا دل کو سنبھالنے کے لئےوہ ہنس پڑے مجھے مشکل میں ڈالنے کے لئے Bandha Hua Hai Baharon Ka Ab Wahi TantaJahan Roka Tha main Kaante Nikalne Ke Liye بندھا ہوا ہے بہاروں کا اب وہیں تانتاجہاں رکا تھا میں کانٹے نکالنے کے لئے Koi Naseem Ka nagma Koi Shameem Ka RaagFiza Ko Aman Ke Qalib Me Dhalne Ke Liye کوئی نسیم ا نغمہ، کوئی شمیم کا راگفضا کو امن کے قالب میں ڈھالنے کے لئے Khuda Ne Krda Zameen Paon Se Agar KhiskiBarhein Ge Tand bagoole Sambhalne Ke Liye خدا نکردہ زمین پاؤں سے اگر کھسکیبڑھیں گے تند بگولے سنبھالنے کے لئے Utar Parre Hein Kidhr Se Ye Aandhiyon ke JuloosSamundrun se jazeery nikalne Ke Liye اتر پڑے ہیں کدھر سے یہ آندھیوں کے جلوسسمندروں سے جزیرے نکالنے کے لئے Tere Saleeqa e Tarteeb No Ka Kya KehnaHamain Thy Qarya e Dil Se Nikalne Ke Liye تری سلیقہ ترتیب نو کا کیا کہناہمیں تھے قریۂ دل سے نکالنے کے لئے Kabhi Hamari Zarorat Parre Gi Dunya KoDilon Ki Barf Ko Shoulon me Dhalne Ke Liye کبھی ہماری ضرورت پڑے دی دنیا کودلوں کی برف کو شعلوں میں ڈھالنے کےلئے Sharma Gaye Laja Gaye Daman Churda Gaye – Jigar Muradabadi PoetrySoz e gham De Ke Mujhe Uss Ne Ye Irshad Kiya – Urdu ShayariRaat Gaye Ka Sannata Tha Khamoshi Si Gaon Ki Thi – Urdu ShayariJab Meri Haqiqat Ja Ja Kar Unko Jo Sunayi Logo Ne – Sad Poetry
FOLLOW US:
● Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
● Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
● Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO