Usse Keh Do Wo Mera Hai Begana Ho Nahi Sakta – Ghazal
Usse keh do wo mera hai begana ho nahi sakta Bohat nayab hai, us jaisa koi ho nahi sakta اسے کہہ دو وہ میرا ھے بیگانہ ہونہیں سکتا۔بہت نایاب ہے اس جیسا زمانہ ہو نہیں سکتا۔ Us ke sath jo guzra wo mousam yaad aata haiUs ke baad koi mousam suhana ho nahi sakta اسکے ساتھ جوگزراوہ موسم یاد آتاہے۔اسکے بعدکوئی موسم سہاناہونہیں سکتا Chupane se nahi chupta, dikhane se nahi dikhta Ye atish-e-ishq hai is mein bahana ho nahi sakta چھپانےسےنہیں چھپتا دکھاوےسےنہیں دکھتایہ آتش عشق ہےاسمیں بہانہ ہونہیں سکتا Wo dil pe naqsh ho jaye, nigahon mein sama jayeKe is dil mein kisi ka phir se aana ho nahi sakta وہ دل پہ نقش ہوجائےنگاہوں میں سماجائے۔کہ اس دل میں کسی کا پھرسےآناہونہیں سکتا Bohat hain chahne wale us ke hum ne suna hai, par Koi bhi doosra hum sa deewana ho nahi sakta بہت ہیں چاہنے والے تیرےاےہمنشیںمگریہ یاد رکھنا کہ ہم سا کوئی تیرا دیوانہ ہونہیں سکتا Aankhon Ka Rang, Baat Ka Lehja Badal Gaya – GhazalBandh Lein Hath Pe Senay Pe Saja Lein Tumko – Wasi ShahBaat Phoolon Ki Suna Karte They – Urdu Ghazal Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO