
Table of Contents
Usko Fursat Hi Nahi Waqt Nikale Mohsin
Mohsin Naqvi
Usko Fursat Hi Nahi Waqt Nikale Mohsin,Aise Hote Hain Bhala Chahne Wale Mohsin, Yaad K Dast Mein Phirta Hoon Main Nange Paon,Daikh To Aa K KAbhiPaon K Chahle Mohsin, Kho Gayi Subha Ki Ummeed Aur Ab Lagta Hai,Hum Nahi Hon Gay K Jab Hon Gay Ujale Mohsin, Khaak Ko Bhi Nahi Pahunche Ga Koi Karbal Ki,Ab Bhale Aik Jahan Khoon Mein Naha Lay Mohsin, Main Kahan, Hakim-e-Waqt Kahan, Adal Kahan,Kion Na Khalqat Ki Zuban Par Lagain Taale Mohsin, Wo Jo Ik Shakhs Mata-e-Dil-o-Jaan Tha Na Raha,Ab Bhala Kaun Mere Dard Sambhale Mohsin. Visit Here
اس کو فرصت ہی نہیں وقت نکالے محسنایسے ہوتے ہیں بھلا چاہنے والے محسن؟ یاد کے دَشت میں پھرتا ہوں میں ننگے پاؤںدیکھ تو آ کے کبھی پاؤں کے چھالے محسن کھو گئی صُبح کی امید، اور اب لگتا ہےہم نہیں ہوں گے کہ جب ہوں گے اُجالے محسن حاکمِ وقت کہاں، میں کہاں، عدل کہاںکِیوں نہ خَلقت کی زبان پر لگائیں تالے محسن وہ جو اِک شخص متاعِ دل و جان تھا، نہ رہااب بھلا کون میرے درد سنبھالے محسنؔ Kachi Basti Ke Baam-O-Dar Pay Utarti Jaary Ki – Urdu PoetryHum Ne Har Dukh Ko Mohabbat Ka Tasalsul Samjha – Urdu PoetryKis Ne Kaha Aap Se Meri Musibat Hai Kya – Mahboob Khizan
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO