
Use Baarishon Ne Chura Liya Ke Wo Badalon Ka Makeen Tha
Use Baarishon Ne Chura Liya Ke Wo Badalon Ka Makeen Tha,
Kabhi Mud Ke Ye Bhi To Dekhta Ke Mera Wajood Zameen Tha,
Wo Hi Ek Sach Tha Uske Baad Saari Tohmatein Jhuth Hai,
Mere Dilko Pura Yaqeen Hai Wo Mohabbaton Ka Ameen Tha,
Use Shauq Tha Ke Kisi Jazeere Pe Uske Naam Ka Phool Ho,
Mujhe Pyaar Karna Sikha Gaya Mera Dost Kitna Zaheen Tha,
Kabhi Sahilon Pe Phirenge To Tumhe Sipiyan Hi Batayengi,
Meri Aankh Mein Jo Simat Gaya Wohi Ashq Sabse Haseen Tha Visit Here
اسے بارشوں نے چرا لیا کے وہ بادلوں کا مکین تھا
کبھی مڑ کے یہ بھی تو دیکھتا کے میرا وجود زمین تھا
وہ ہی ایک سچ تھا، ا ور اسکے بعد ساری تہمتیں جھوٹ ہیں
میرے دل کو پورا یقین ہے وہ محبتوں کا امین تھا
اسے شوق تھا کسی جزیرے پر اسکے نام کا پھول ہو
مجھے پیار کرنا سکھا گیا میرا دوست کتنا زہین تھا
کبھی ساحلوں پر پھرو گے تو تمہیں سیپیاں ہی بتائیں گی
میری آنکھ میں جو سمٹ گیا، وہی اشک سب سے حسین تھا
Kachi Basti Ke Baam-O-Dar Pay Utarti Jaary Ki – Urdu Poetry
Kaha Tha Kis Ney Ke Ehd e Wafa Karo Us Se – Ahmad Faraz Poetry
Kis Kadar Anokha Hai Raabta Mohabbat Ka – Urdu Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO