Table of Contents
Us Simt Mujh Ko Yar Ne Jane Nahi Diya
Munir Niazi Poetry
Us Simt Mujh Ko Yar Ne Jane Nahi Diya
Ek Aur Shahar-E-Yar Main Ane Nahi Diya
اُس سمت مجھ کو یار نے جانے نہیں دیا
اک اور شہرِ یار میں آنے نہیں دیا
Manzil Hai Is Mahak Ki Kahan Kis Chaman Main Hai
Is Ka Pata Safar Main Hawa Ne Nahi Diya
منزل ہے اِس مہک کی کہاں کس چمن میں ہے
اِس کا پتہ سفر میں ہوا نے نہیں دیا
Roka Ana Ne Kawish-E-Besud Se Mujhe
Us But Ko Apna Hal Sunane Nahin Diya
روکا انا نے کاوشِ بے سود سے مجھے
اُس بُت کو اپنا حال سنانے نہیں دیا
Hai Jis K Bad Ahad-E-Zawal-Ashna Munir
Itna Kamal Ham Ko Khuda Ne Nahi Diya
ہے جس کے بعد عہدِ زوال آشنا منیر
اتنا کمال ہم کو خدا نے نہیں دیا
Milti Hai Zindagi Mein Mohabbat Kabhi Kabhi
Achi Hai Doston Se Shikayat Kabhi Kabhi – Urdu Poetry
Dukh Ki Laher Ne Chera Hoga – Ghulam Ali Lyrics
Itna Toota Hoon Ke Choone Se Bikhar Jaon Ga – Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO