Us Ne Door Rehnay Ka Mashwara Bhi Likha Hai
Us ne door rehnay ka Mashwara bhi likha haiSaath hi Muhabbat ka wasta bhi likha hai اس نے دور رہنے کا مشورہ بھی لکھا ہے
ساتھ ہی محبت کا واسطہ بھی لکھا ہے Us ne yeh bhi likha hai meray ghar nahi aanaAur saaf saaf lafzon mein raasta bhi likha hai اس نے یہ بھی لکھا ہے میرے گھر نہیں آنا
اور صاف لفظوں میں راستا بھی لکھا ہے kuch haroof likhay hain zabt ki Naseehat meinkuch haroof mein us ne haosla bhi likha hai کچھ حروف لکھے ہیں ضبط کی نصیحت میں
کچھ حروف میں اس نے حوصلہ بھی لکھا ہے Shukriya bhilikha hai dil se yad karnay kaDil se dil ka hai kitna fasla bhi likha hai شکریہ بھی لکھا ہے دل سے یاد کرنے کا
دل سے دل کا ہے کتنا فاصلہ بھی لکھا ہے Kia usay likhein Kia usay kahainJis ne bejaan kar ke jaan bhi likha hy کیا اسے لکھیں انور ، کیا اسے کہیں انور
جس نے بے مزہ کر کے ذائقہ بھی لکھا ہے Tere Chehre Ki Tarah Aur Mere Seene Ki TarahAbr Barsa Na Hawa Taiz Chali Hai Ab Kay – Mohsin NaqviSheikh Jee Baith Kar Maikashon Mein — NFAK LyricsHum Ne Ki Hai Tauba Aur Dhumein Machati Hai Bahar
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO