![Us Ke Pehloo Se Lag Ke Chalte Hain - Jaun Elia Poetry](https://urdunama.info/wp-content/uploads/2021/06/Untitled-2021-06-24T155736.617.jpg)
![Us Ke Pehloo Se Lag Ke Chalte Hain - Jaun Elia Poetry](https://urdunama.info/wp-content/uploads/2021/06/Untitled-2021-06-24T155736.617.jpg)
Table of Contents
Us Ke Pehloo Se Lag Ke Chalte Hain
Hum Kahin Taalney Se Talte Hain
اُس کے پہلو سے لگ کے چلتے ہیں
ہم کہیں ٹالنے سے ٹلتے ہیں
Main Usi Tarah To Bahalta Hoon
Aur Sab Jis Tarah Bahalte Hain
میں اُسی طرح تو بہلتا ہوں
اور سب جس طرح بہلتے ہیں
Woh Hai Jaan Ab Har Ek Mehfil Ki
Hum Bhi Ab Ghar Se Kab Nikalte Hain
وہ ہے جان اب ہر ایک محفل کی
ہم بھی اب گھر سے کم نکلتے ہیں
Kya Takkaluff Karen Ye Kehne Mein
Jo Bhi Khush Hai Hum Us Se Jalte Hain
کیا تکلف کریں یہ کہنے میں
جو بھی خوش ہے، ہم اُس سے جلتے ہیں
Hai Usey Door Ka Safar Dar-Pesh
Hum Sambhaaley Nahin Sambhalte Hain
ہے اُسے دور کا سفر در پیش
ہم سنبھالے نہیں سنبھلتے ہیں
Hai Azaab Faisle Ka Sehraa Bhi
Chal Na Pariye To Paaon Jalte Hain
ہے عجب فیصلے کا صحرا بھی
چل نہ پڑیے تو پاؤں جلتے ہیں
Ho Raha Hoon Main Kis Tarah Barbaad
Dekhne Waale Haath Malte Hain
ہو رہا ہوں میں کس طرح برباد
دیکھنے والے ہاتھ ملتے ہیں
Tum Bano Rang, Tum Bano Khushboo
Hum To Apne Sukhan Mein Dhalte Hain
تم بنو رنگ، تم بنو خوشبو
ہم تو اپنے سخن میں ڈھلتے ہیں
Shayad Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Hui
Dil Jo Hai Aag Laga Doon Us Ko – Jaun Elia
Hum To Jaise Wahan Ke The Hi Nahi
FOLLOW US:
● Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
● Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
● Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO