
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Us Ka Apna He Karishma Hai
Ahmad Faraz Poetry
Us Ka Apna He Karishma Hai, Fasoon Hai, Yoon Hai
Yoon To Kehney Ko Sabhi Kehtey Hein Yoon Hai, Yoon Hai
اس کا اپنا ہی کرشمہ ہے فسوں ہے یوں ہے
یوں تو کہنے کو سبھی کہتے ہیں یوں ہے یوں ہے Jaise Koi Dar-E-Dil Per Ho Satada Kab Se
Aik Saaya Na Daroon Hai, Na Baroon Hai, Yoon Hai جیسے کوئی در دل پر ہو ستادہ کب سےایک سایہ نہ دروں ہے نہ بروں ہے یوں ہے
Tum Ne Dekhi He Nahi Dash-e-Wafa Ki Tasweer
Nook-e-Pur Khaar Pe Ik Qatra-E-Khoon Hai, Yoon Hai
تم نے دیکھی ہی نہیں دشت وفا کی تصویر
نوک ہر خار پہ اک قطرۂ خوں ہے یوں ہے
Tum Muhabbat Me Kahaan Sood-O-Ziyaa’n Ley Aaye
Ishq Ka Naam Khirad Hai, Na Janoo’n Hai, Yoon Hai
تم محبت میں کہاں سود و زیاں لے آئے
عشق کا نام خرد ہے نہ جنوں ہے یوں ہے
Ab Tum Aye Ho Meri Jaan Tamasha Kerne
Ab To Darya Mein Talatum, Na Sakoon Hai, Yoon Hai
اب تم آئے ہو مری جان تماشا کرنے
اب تو دریا میں تلاطم نہ سکوں ہے یوں ہے Nasihaa Tujh Ko Khaber Kia K Muhabbat Kia Hai
Rooz Aa Jata Hai, Samjhata Hai, Yoon Hai, Yoon Hai ناصحا تجھ کو خبر کیا کہ محبت کیا ہےروز آ جاتا ہے سمجھاتا ہے یوں ہے یوں ہے
Shairy Taza Zamanoon Ki Hai Memaar Faraz
Yeh Bhe Ik Silsila-E-Kunn Faya koo’n Hai, Yoon Hai
شاعری تازہ زمانوں کی ہے معمار فرازؔ
یہ بھی اک سلسلۂ کن فیکوں ہے یوں ہے Ye Naam Mumkin Nahi Rahe Ga – Noshi Gilani PoetryBandh Lein Hath Pe Senay Pe Saja Lein Tumko – Wasi ShahQissay Meri Ulfat Ke Jo Marqoom Hain Saare – Mohsin NaqviDil Ke Andar Dard Aankhon Ki Nami Ban Jaiye
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO