Table of Contents
Un Labon Ki Yaad Aayi Gul Ke Muskarane Se
Love/Sad Poetry
un labon ki yaad aayi gul ke muskurane se
zakhm-e-dil ubhar aae phir bahaar aane se
اُن لبوں کی یاد آئی گل کے مسکرانے سے
زخمِ دل ابھر آئے پھر بہار آنے سے jaane thi gurez un ko ya ki sharm mahfil mein
raat mujh se katrae wo nazar milane se جانے تھی گُریز ان کو یا کہ شرم،محفل میںرات مجھ سے کترائے وہ نظر ملانے سے raaz jo chhupae the aaj sab pe zahir hain
kuchh meri kahani se kuchh tere fasane se راز جو چھپائے تھے آج سب پہ ظاہر ہیںکچھ مری کہانی سے، کچھ ترے فسانے سے
haal jo hamara hai sab to un pe raushan hai
phir bataun kya hoga haal-e-dil sunane se
حال جو ہمارا ہے سب تو ان پہ روشن ہےپھر بتاؤں کیا ہوگا حالِ دل سنانے سے un ko hum se kya matlab hum ko kya gharaz Fayyaz
tark ishq kar baithe hum to ek zamane se ان کو ہم سے کیا مطلب ہم کو کیا غرض فیاضترکِ عشق کر بیٹھے ہم تو اک زمانے سے Aye Jazba-e-Dil Gar Main Chahun Har Cheez Muqabil Aa JayeYe Chubhan Akelepan Ki, Ye Lagan Udas Shab Se – PoetryIs Shart Pe Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi – Parveen ShakirBaat Yeh Tere Siwa Aur Bhala Kis Se Karain – Urdu Ghazal
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO