
Table of Contents
Un Jheel Si Gehri Ankhon Mein
Urdu Poetry by Amjad Islam Amjad
Un Jheel Si Gahri Aankho Mein
Ik Shaam Kabhi Abaad To Ho
Us Jheel Kinare Pal Do Pal
Ik Khuwab Ka Neela Phool Khile
Wo Phool Baha Dai Lehron Me
Ik Roz Kabhi Hum Shaam Dhale
ان جھیل سی گہری آنکھوں میں
اک شام کہیں آباد تو ہواس جھیل کنارے پل دو پلایک خواب کا نیلا پھول کھلےوہ پھول بہا دیں لہروں میںایک روز کبھی ہم شام ڈھلے
Phir Us Phool Ke Bahte Rango Me
Jis Waqt Larazta Chaand Chale
Us Waqt Kahi Un Aankhon Me
Us Basre Pal Ki Yaad To Ho
اس پھول کے بہتے رنگوں میں
جس وقت لرزتا چاند چلےاس وقت کہیں اُن آنکھوں میںایک بسرے پل کی یاد تو ہو
Un Jheel Si Gahri Aankhon Me
Ik Shaam Kahi Aabaad To Ho
ان جھیل سی گہری آنکھوں میں
اک شام کہیں آباد تو ہو Phir Chahe Umar-E-Samandar Ki
Har Moj Pareshan Ho Jaaye
Phir Chahe Ankh Ke Dareecho Se
Har Khuwab Gureza Ho Jaaye
Phir Chahe Phool Ke Chahre Ka
Har Dard Numaaya Ho Jaaye ہھر چاہے عمر سمندر کیہر موج پریشاں ہو جائےپھر چاہے آنکھ دریچے سےہر خواب گریزاں ہو جائےپھر چاہے پھول کے چہرے کاہر درد نمایاں ہو جائے
Us Jheel Kinare Pal Do Pal Wo Roop Nagar
Ijaad To Ho
Din Raat Ke Is Aaine Se Wo Aks
Kabhi Aazaad To Ho
Un Jheel Si Gehri Aankhon Me
Ik Shaam Kabhi Aabaad To Ho
اس جھیل کنارے پل دو پل
روپ نگر ایجاد تو ہودن رات کے اس آئینے سےوہ عکس کبھی آزاد تو ہواس جھیل سی گہری آنکھوں میںاک شام کہیں آباد تو ہو Hui Jis Sabab Ham Se Tum Se Judai – Bahadur Shah ZafarMuhabbaton Mein Har Aik Lamha Visal Hoga – Urdu PoetryBicharay To Qurbatoon Ki Dua Bhi Na Kar Sake – Sad Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO