
Umar Ki Saari Thakan Laad Ke Ghar Jata Hoon
Umar Ki Saari Thakan Laad Ke Ghar Jata Hoon
Raat Bister Pe Main Sota Nahi Mar Jata Hoon
Aksar Auqaat Bhray Shehar Ke Sannaty Mein
Is Qadar Zor Se Hansta Hon Ke Dar Jata Hon
Mere Aaney Ki Khabar Sirf Diya Rakhta Hai
Main Hawaon Ki Tarha Aa Ke Guzar Jata Hon
Dil Thehar Jata Hai Bhooli Howi Manzil Mein Kahin
Main Kisi Doosrey Raastey Se Guzar Jata Hoon
Simta Rehta Hoon Bohat Halqa-E-Ahbab Mein Main
Chaar Diwari Mein Aatey Hi Bhikar Jata Hoon
Main Ne Apney Mukhalif Hi Gawahi Di Hai
Gar Tere Haq Mein Nahi Hai To Mukar Jata Hoon
ﻋﻤﺮ ﮐﯽ ﺳﺎﺭﯼ ﺗﮭﮑﻦ ﻻﺩ ﮐﮯ ﮔﮭﺮ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞﺭﺍﺕ ﺑﺴﺘﺮ ﭘﮧ ﻣﯿﮟ ﺳﻮﺗﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﺮ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺍﮐﺜﺮ ﺍﻭﻗﺎﺕ ﺑﮭﺮﮮ ﺷﮩﺮ ﮐﮯ ﺳﻨﺎﭨﮯ ﻣﯿﮟﺍﺱ ﻗﺪﺭ ﺯﻭﺭ ﺳﮯ ﮨﻨﺴﺘﺎ ﮨﻮﮞ ﮐﮧ ﮈﺭ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﺮﮮ ﺁﻧﮯ ﮐﯽ ﺧﺒﺮ ﺻﺮﻑ ﺩﯾﺎ ﺭﮐﮭﺘﺎ ﮨﮯﻣﯿﮟ ﮨﻮﺍﺅﮞ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﺁ ﮐﮯ ﮔﺰﺭ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺩﻝ ﭨﮭﮩﺮ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﮯ ﺑﮭﻮﻟﯽ ﮨﻮﺋﯽ ﻣﻨﺰﻝ ﻣﯿﮟ ﮐﮩﯿﮟﻣﯿﮟ ﮐﺴﯽ ﺩﻭﺳﺮﮮ ﺭﺳﺘﮯ ﺳﮯ ﮔﺬﺭ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﺳﻤﭩﺎ ﺭﮨﺘﺎ ﮨﻮﮞ ﺑﮩﺖ ﺣﻠﻘﮧﺀ ﺍﺣﺒﺎﺏ ﻣﯿﮟ،ﻣَﯿﮟﭼﺎﺭ ﺩﯾﻮﺍﺭﯼ ﻣﯿﮟ ﺁﺗﮯ ﮨﯽ ﺑﮑﮭﺮ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺟﻮ ﺍﭘﻨﮯ ﺧﻼﻑ ﺁﺝ ﮔﻮﺍﮨﯽ ﺩﯼ ﮨﮯﻭﮦ ﺗﺮﮮ ﺣﻖ ﻣﯿﮟ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﮯ ﺗﻮ ﻣﮑﺮ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞ انجم سلیمی Aisa Hai K Sab Khwab Musalsal Nahin Hote – Ahmad Faraz PoetryHijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi – PoetryDuniya Se Mujhe Pyar Tha Sab Bhool Chuka HoonKia Cheez Thi Kia Cheez Thi Zalim Ki Nazar Bhi – Jigar
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO