
Ujray huey hain Harappa ke Aasaar Ki Tarah
Ujray huey hain Harappa ke Aasaar Ki Tarah Zinda hain log waqt ki Raftaar Ki Tarah Kia Rehna aesy Sheher main Majburion ke sath Biktay hain log shaam ke Akhbar Ki Tarah Bachon ka Rizq Moat ke Juwey main Rakh Dia Circus main koodtay huey Fankar ki Tarah Qatil Brajmaan Hai Munsif k Saiey Main Maqtool Phir raha hai Azadaar ki Tarah Waday zaruraton ki Nazar kar diye Gaey Rishtay hain saray rait ki Diwaar ki Tarah Mohsin Merey wajood ko sangsaar kartey waqt Shamil tha sara sheher ik Tehwaar ki trah! اجڑے ہوئے ہڑپہ کے آثار کی طرحزندہ ہیں لوگ وقت کی رفتار کی طرح کیا رہنا ایسے شہر میں مجبوریوں کے ساتھبکتے ہیں لوگ شام کے اخبار کی طرح بچوں کا رزق موت کے جووئے میں رکھ دیاسرکس میں کودتے ہوئے فنکار کی طرح قاتل براجمان ہیں منصف کے سائے میںمقتول پھر رہے ہیں ازادار کی طرح وعدے ضرورتوں کی نظر کردیئے گئےرشتے ہیں سارے ریت کی دیوار کی طرح محسن میرے وجود کو سنگسار کرتے وقتشامل تھا سارا شہر اک تہوار کی طرح Sheher Sunsaan Hai Kidhar Jaaen – Nasir Kazmi PoetryChashm-E-Saqi Ne Ye Kiya Khel Racha Rakha Hai – ShayariDukh Dard Ke Maron Se Mera Zikar Na Karna – Wasi ShahMaqam-e-Hijr Kahin Imtihan Se Khali Hai – Urdu Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO