Table of Contents
Ujar Basti Ke Basio Ek Dosray Say Paray Na Rehna
Poetry By Mohsin Naqvi
ujar basti ke basio ek dosray say paray na rehna
hawa drakhton say keh gaye kisi bhi rut mein haray na rehna
اُجاڑ بستی کے باسیوں! ایک دوسرے سے پرے نہ رہنا
mein apnay rothay hoay qableay ki sahzishon mein ghira hua hon
tum ajnabhi ho tu meray angan ki wehshaton say daray na rehna
میں اپنے رُوٹھے ہُوے قبیلے کی سازشوں میں گھِرا ہُوا ہوں
phatay hoay badban ke purzay bikhar bikhar kar ye keh rahay hein
shikasta kashti kay nakhudao hawaon k asray na rehna
پھٹے ہُوے بادباں کے پُرزے بِکھر بِکھر کے یہ کہہ رہے تھے
yaqeen hai ab k visal mausam kr banjh pan ki daleel ho ga
tumhari ankhein mein seepion ka ye motion say bhray na rehna
یقیں ہے اب کے وصال موسم کے بانجھ پن کی دلیل ہوگا
sukhanwaro is munafqat say tu khudkushi ka sha’aar sekho
zuban ka zakhm zakhm hona haroof ka khurdaray na rehna
سخنورو! اس منافقت سے تو خودکشی کا شعار سیکھو
dilon ki basti k log Mohsin , ujar ujar kar ye keh gaye hain
jahan wafaon mein khot dekho wahan sikhan mein kharay na rehna
دلوں کی بستی کے لوگ محسن اجڑ اجڑ کے یہ کہہ گئے ہیں