
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Tum Mohabbat bhi Maosam Ki Tarha Nibhate Ho
Urdu Sad Poetry
Tum Mohabbat bhi Maosam Ki Tarha Nibhate Ho
Kabhi baraste Ho Kabhi ek boond Ko Tarsate Ho
تم محبت بھی موسم کی طرح نبھاتے ہو
کبھی برستے ہو کبھی اک بوند کو ترساتے ہو
Pal Mein Kehte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain
Pal Mein Izhaar-e-Muhabat Se Muker Jate Ho
پل میں کہتے ہو زمانے میں فقط تیرے ہیں
پل میں اظہار محبت سے مکر جاتے ہو
Bhari Mehfil Mein Dushmano ki Tarah Milte Ho
Aur Duaaon Mein Mera Naam Liye Jate Ho
بھری محفل میں دشمنوں کی طرح ملتے ہو
اور دعاؤں میں میرا نام لیے جاتے ہو
Dayar-E-Ghair Mein Mujh ko Talash karte Ho
Miloon To Paas Se Chup Chaap Guzer Jate Ho
دیار غیر میں مجھ کو تلاش کرتے ہو
ملوں تو پاس سے چپ چاپ گزر جاتے ہو
Lakh mosam ki tarah rung badalte raho
Aaj bhi toot k shiddat se humein chahte ho
لاکھ موسم کی طرح رنگ بدلتے رہو
آج بھی ٹوٹ کے شدت سے ہمیں چاہتے ہو
Ojhal Sahi Nigah Se Dooba Nahi Hoon Main – Poetry
Tumhe Usse Mohabbat Hai To – Love/Romantic Poetry
Lutf Wo Ishq Mein Paye Hain – Noor Jahan Lyrics
Sheikh Jee Baith Kar Maikashon Mein — NFAK Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO