Table of Contents
Tujhe Kho Kar Bhi Tujhe Paaun
Ahmed Nadeem Qasmi Poetry
Tujhe kho kar bhi tujhe paon jahaan tak dekhun
Husn e yazdaan se tujhe husn e butaan tak dekhun
تجھے کھو کر بھی تجھے پاؤں جہاں تک دیکھوں
حسنِ یزداں سے تجھے حسنِ بتاں تک دیکھوں Tu ne youn dekha hai jaisey kabhi dekha he na tha
Mein tou dil mein tere qadmoun keh nishaan tak dekhun تو نے یوں دیکھا ہے جیسے کبھی دیکھا ہی نہ تھامیں تو دل میں تیرے قدموں کے نشاں تک دیکھوں Dil gaya tha tou yeh ankhein bhi koi le jaata
Mein fakat aik he tasweer kahaan tak dekhun دل گیا تھا تو یہ آنکھیں بھی کوئی لے جاتامیں فقط ایک ہی تصویر کہاں تک دیکھوں
Sirf is shouk mein puchee hain hazaaroun batein
Mein tera husn teray husn bayaan tak dekhun
صرف اس شوق میں پوچھی ہیں ہزاروں باتیں
میں تیرا حسن تیرے حسنِ بیاں تک دیکھوں
Ek haqeekat sahi firdous mein hooroun ka wajood
Husn e insaan se nipatt lu tou wahaan tak dekhun
دل گیا تھا تو یہ آنکھیں بھی کوئی لے جاتا
میں فقط ایک ہی تصویر کہاں تک دیکھوں Jo Thake Thake Se They Hosle – Mehdi Hassan LyricsAb Tak Shikayatein Hain Dil-e-Bad Naseeb Se – Shakeel BadayuniAye Jazba-e-Dil Gar Main Chahun Har Cheez Muqabil Aa JayeThi Jis Ki Justuju Wo Haqeeqat Nahi Mili – Munir Niazi
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO