Table of Contents
Tujh Se Gilay Karoon Tujhe Janaan Manaaon Main
Jaun Elia Poetry
Tujh Se Gilay Karoon Tujhe Janaan Manaaon Main
Ik Bar Apne Aap Mein Aaon To Aaon Main
ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﮔﻠﮯ ﮐﺮﻭﮞ ﺗﺠﮭﮯ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﻣﻨﺎؤﮞ ﻣﯿﮟ
ﺍﮎ ﺑﺎﺭ ﺍﭘﻨﮯ ﺁﭖ ﻣﯿﮟ ﺁؤﮞ ﺗﻮ ﺁؤﮞ ﻣﯿﮟ Dil Se Sitam Ki Be’saro Kaari Hawaa Ko Hai
Woh Gard Urraa Rahi Hai Ke Khud Ko Ganwaaon Main ﺩﻝ ﺳﮯ ﺳﺘﻢ ﮐﯽ ﺑﮯ ﺳﺮﻭﮐﺎﺭﯼ ﮨﻮﺍ ﮐﻮ ﮨﮯﻭﮦ ﮔﺮﺩ ﺍﮌ ﺭﮨﯽ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺧﻮﺩ ﮐﻮ ﮔﻨﻮﺍؤﮞ ﻣﯿﮟ Wo Naam Hoon Ke Jis Pe Nadaamat Bhi Ab Nahi
Woh Kaam Hain Ke Apni Judai Kamaaon Main ﻭﮦ ﻧﺎﻡ ﮨﻮﮞ ﮐﮧ ﺟﺲ ﭘﮧ ﻧﺪﺍﻣﺖ ﺑﮭﯽ ﺍﺏ ﻧﮩﯿﮟﻭﮦ ﮐﺎﻡ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺍﭘﻨﯽ ﺟﺪﺍﺋﯽ ﮐﻤﺎؤﮞ ﻣﯿﮟ Kyun kar Ho Apne Khawab Ki Aankhon Mein Wapsi
Kis Taur Apne Dil Ke Zamamon Mein Jaaon Main ﮐﯿﻮﻧﮑﺮ ﮨﻮ ﺍﭘﻨﮯ ﺧﻮﺍﺏ ﮐﯽ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﻭﺍﭘﺴﯽﮐﺲ ﻃﻮﺭ ﺍﭘﻨﮯ ﺩﻝ ﮐﮯ ﺯﻣﺎﻧﮯ ﻣﯿﮟ ﺟﺎؤﮞ ﻣﯿﮟ Ik Rang Si Kamaa’n Ho Khushbu Sa Ik Teer
Marham Si Ik Wardaat Ho Aur Zakham Khaon Main ﺍﮎ ﺭﻨﮓ ﺳﯽ ﮐﻤﺎﻥ ﮨﻮ ﺧﻮﺷﺒﻮ ﺳﺎ ﺍﯾﮏ ﺗﯿﺮﻣﺮﮨﻢ ﺳﯽ ﻭﺍﺭﺩﺍﺕ ﮨﻮ ﺍﻭﺭ ﺯﺧﻢ ﮐﮭﺎؤﮞ ﻣﯿﮟ Shikwa Sa Aik Dareecha Ho Nasha Sa Ik Sakoot
Ho Shaam Aik Sharab Si Aur Larr’khraon Main ﺷﮑﻮﮦ ﺳﺎ ﺍﮎ ﺩﺭﯾﭽﮧ ﮨﻮ ﻧﺸﮧ ﺳﺎ ﺍﮎ ﺳﮑﻮﺕﮨﻮ ﺷﺎﻡ ﺍﮎ ﺷﺮﺍﺏ ﺳﯽ ﺍﻭﺭ ﻟﮍﮐﮭﮍﺍؤﮞ ﻣﯿﮟ Phir Is Gali Se Apna Guzar Chahta Hai Dil
Ab Is Gali Ko Kaunsi Basti Se Laaon Main ﭘﮭﺮ ﺍﺱ ﮔﻠﯽ ﺳﮯ ﺍﭘﻨﺎ ﮔﺰﺭ ﭼﺎﮨﺘﺎ ﮨﮯ ﺩﻝﺍﺏ ﺍﺱ ﮔﻠﯽ ﮐﻮ ﮐﻮﻧﺴﯽ ﺑﺴﺘﯽ ﺳﮯ ﻻؤﮞ ﻣﯿﮟ Saanp Hee Saanp Nazar Aatay Hain Khwaabon Mein MujheHamara Tum Ko Yeh Salam Akhri Hai – Heart Broken PoetryYun Humko Satane Ki Zarurat Kya Thi – Heart Broken PoetryOjhal Sahi Nigah Se Dooba Nahi Hoon Main – Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO