
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
To Apne Phool Se Honton Ko Raigaan Mat Kar
tu apne phool se honton ko raigaan mat kar
agar wafa ka irada nahin to han mat kar
تو اپنے پھول سے ہونٹوں کو رائیگاں مت کر
اگر وفا کا ارادہ نہیں تو ہاں مت کر tu meri sham ki palkon se raushni mat cheen
jahan charagh jalae wahan dhuan mat kar تو میری شام کی پلکوں سے روشنی مت چھینجہاں چراغ جلائے وہاں دھواں مت کر phir is ke baad to aankhon ko sang hona hai
mili hai fursat-e-girya to raegan mat kar پھر اس کے بعد تو آنکھوں کو سنگ ہونا ہےملی ہے فرصتِ گریہ تو رائیگاں مت کر chalak raha hai tere dil ka dard chehre se
chupa chhupa ke mohabbat ko dastan mat kar چھلک رہا ہے ترے دل کا درد چہرے سےچھپا چھپا کے محبت کو داستاں مت کر tu jate jate na de mujh ko zindagi ki dua
main ji sakunga tere baad ye guman mat kar تو جاتے جاتے نہ دے مجھ کو زندگی کی دعامیں جی سکوں گا ترے بعد یہ گماں مت کر Thi Jis Ki Justuju Wo Haqeeqat Nahi Mili – Munir NiaziNa Rukte Hain Aansoo Na Thamte Hein Naale – NFAK LyricsAy Zabt Dekh Ishq Ki Un Ko Khabar Na Ho – URDUNAMA.NETOjhal Sahi Nigaah Se, Dooba Nahi Hun Main – Amjad Islam Amjad
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO