Tere Piyar Ki Tamanna Gham e Zindagi Ke Saaye
Tere Piyar Ki Tamanna Gham e Zindagi Ke SaayeBadi Tez Aandhioyan Hain Ye Chiraagh Bujh Na Jaye تیرے پیار کی تمنا غمِ ذندگی کے سائے
بڑی تیز آندھیاں ھیں یہ چراغ بجھ نہ جائے Hai Ajeeb Dastaan Kuch Ye Hamari Dastaan BhiKabhi Tum Samajh Na Paaye Kabhi Hum Suna Na Paaye ھے عجیب داستاں کچھ یہ ھماری داستاں بھی
کبھی تم سمجھ نہ پائے کبھی ھم سنا نہ پائے Na Fiza Hai Apne Bas Mein Na Nazar Mein Hai KinaraKahein Mere Dil Ki Kashti Na Bhanwar Mein Doob Jaye نہ فضاء ھے اپنے بس میں نہ نظر میں ھے کنارہ
کہیں میرے دل کی کشتی نہ بھنور میں ڈوب جائے Koi Hal Tu Hi Bata Dy Mere Dil Ki Kashmakash KaTujhe Bhoolna Bhi Chahon Teri Yaad Bhi Sataye کوئی حل تو ھی بتا دے میرے دل کی کشمکش کا
تجھے بھولنا بھی چاھوں تیری یاد بھی ستائے Kisi Ko Ghar Mila Hisse Mein Ya Koi Dukaan Aai – Munawwar RanaAap Heera, Sadaf, Nageen Kyun Hain – Urdu PoetryRanj-E-Firaaq-E-Yaar Mein Ruswa Nahin Hua – Munir NiaziKisi Ke Hijr Mein Yun Toot Kar Roya Nahi Karte – Urdu Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO