
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Tere Chehre Ki Tarah Aur Mere Seene Ki Tarah
Ghulam Ali Lyrics
tere chehre ki tarah aur mere seene ki tarah
mera har sher damakta hai nagine ki tarah
تیرے چہرے کی طرح اور مرے سینے کی طرح
میرا ہر شعر دمکتا ہے نگینے کی طرح phool jage hain kahin tere badan ki manind
os mahki hai kahin tere pasine ki tarah پُھول جاگے ہیں کہیں تیرے بدن کی ماننداوس مہکی ہے کہیں تیرے پسینے کی طرح ay mujhe chhod ke tufan mein jaane wali
dost hota hai talatum mein safine ki tarah اَے مُجھے چھوڑ کے طُوفان میں، جانیوالیدوست ہوتا ہے تلاطم میں سفینے کی طرح ay mere gham ko zamane se batane wali
main tera raaz chhupata hun dafeene ki tarah اَے مرے غم کو زمانے سے بتانے والیمیں ترا راز چُھپاتا ہوں دفینے کی طرح tera wada tha ki is mah zarur aaegi
ab to har roz guzarta hai mahine ki tarah تیرا وعدہ تھا کہ اِس ماہ ضُرور آئے گیاب تو ھر روز گزرتا ہے مہینے کی طرح مصطفیٰ زیدی Milti Hai Zindagi Mein Mohabbat Kabhi KabhiAa Gayi Yaad Shaam Dhalte Hi – Ghulam Ali LyricsYe Kon Raah Mein Baithe Hain – Tehzeeb Hafi PoetryTamam Raat Mere Ghar Ka Ek Dar Khula Raha – Parveen Shakir
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO