
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Taqaze Hain Shayad Yehi Aaj Kal Ke
Deep Urdu Poetry
taqaze hain shayad yehi aaj kal ke
bahaaron mein rakh den gulon ko masal ke
تقاضے ہیں شاید یہی آج کل کے
بہاروں میں رکھ دیں گلوں کو مسل کے meri talkh thi muskurahat kuch aisi
gham-e-zindagi reh gaya hath mal ke مری تلخ تھی مسکراہٹ کچھ ایسیغم زندگی رہ گیا ہاتھ مل کے hamain kya daraate ho mitne ke dar se
zamana na rakh de tumhein khud kuchal ke ہمیں کیا ڈراتے ہو مٹنے کے ڈر سےزمانہ نہ رکھ دے تمہیں خود کچل کے fiza mein ye dhimi si aahat hai kaisi
saba hai ki un ke qadam halke halke فضا میں یہ دھیمی سی آہٹ ہے کیسیصبا ہے کہ ان کے قدم ہلکے ہلکے ye dil hai shikasta umeedon ki basti
yahan aaiyega sambhal ke sambhal ke یہ دل ہے شکستہ امیدوں کی بستییہاں آئیے گا سنبھل کے سنبھل کے ajab hai ye duniya ajab us ki rasmen
kahin par ujale kahin par dhundalke عجب ہے یہ دنیا عجب اس کی رسمیںکہیں پر اجالے کہیں پر دھندلکے na ki main ne taqlid-e-shaikh-o-barahman
khuda mil gaya is bhanwar se nikal ke نہ کی میں نے تقلید شیخ و برہمنخدا مل گیا اس بھنور سے نکل کے suna hai bahisht-e-zamin mai-kada hai
chalo ‘tahira’ dekh len kyon na chal ke سنا ہے بہشت زمیں میکدہ ہےچلو طاہرہؔ دیکھ لیں کیوں نہ چل کے Aaj Maine Usse Nazdik Se Ja Dekha Hai – Urdu PoetryJis Ko Aksar Socha Tha Tanhai Main – Mohsin Naqvi PoetryWaqt Ki Umar Kya Badi Hogi – Saghar Siddiqui PoetryAngrai Bhi Wo Lene Na Paye Utha Ke Hath – Urdu Ghazal
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO