Table of Contents
Tamam Raat Mere Ghar Ka Ek Dar Khula Raha
Parveen Shakir Poetry
Tamam raat mere ghar ka aik dar khula rahaMain raah dekhti rahi, woh rasta badal gaya تمام رات , میرے گھر کا ایک در کُھلا رھامیں راہ دیکھتی رھی ، وہ راستہ بدل گیا Woh sheher hai ke jadugarniyon ka koi desWahan to jo geya kabhi laut kar na aasaka وہ شہر ھے کہ جادوگرنیوں کا کوئی دیس ھےوہاں تو جوگیا، کبھی بھی لوٹ کر نہ آ سکا Main wajah-e-tark-e-dosti ko sun ke muskurayi toWoh chaunk utha, ajab nazar se mujh ko dekhne laga میں وجہِ ترکِ دوستی کو سُن کر مُسکرائی تووہ چونک اُٹھا ، عجب نظر سے مجھ کو دیکھنے لگا Bichar ke mujh se, halaq ko aziz ho geya hai tuMujhe to jo koi mila, tujhi ko puchta raha بچھڑ کے مُجھ سے ، خلق کو عزیز ھوگیا ھے تُومجھے تو جو کوئی ملا ، تجھی کو پُوچھتا رھا Woh dilnawaaz lamhe bhi gayi ruton mein aye jabMain khawb dekhti rahi, woh mujh ko dekhta raha وہ دلنواز لمحے بھی گئی رُتوں میں آئے ، جبمیں خواب دیکھتی رھی ، وہ مجھ کو دیکھتا رھا Woh jis ki ek pal ki be’rukhi bhi dil ko haar thiUsey khud apne hath se likha hai, mujhe bhool ja وہ جس کی ایک پل کی بے رُخی بھی ، دل کو بار تھیاُسے خود اپنے ھاتھ سے لکھا ھے ، مجھ کو بُھول جا Damak raha hai aik chaand se jabee’n pe ab talakGurez’paa mohabton ka koi pal theher gaya دمک رھا ھے ایک چاند سا جبیں پہ اب تلکگریزپا محبتوں کا کوئی پل ٹھہر گیا Chand Ke Sath Kai Dard Purane Nikle – Jagjit Singh LyricsAzab-e-Deed Mein Aankhen Lahoo Lahoo Kar KeAb To Ghabra Keh Yeh Kahte Hain Keh Mar JaayengeMein Iss Liye Aangan Ka Shajar Kaat Raha Tha
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO