Suragh Bhi Na Miley Ajnabi Sada Ke Mujhe
Suragh Bhi Na Miley Ajnabi Sada Ke MujheYe Kon Chup Gaya Sehraon Main Bola Ke Mujhe سراغ بھی نہ ملے اجنبی صدا کے مجھےیہ کون چھپ گیا صحراؤں میں بلا کے مجھے Main Es Ki Baaton Main Gham Apna Bool Jata HonWo Shakhs roone Laga khod Hansa Hansa ke Mujhe میں اس کی باتوں میں غم اپنا بھول جاتا مگروہ شخص رونے لگا خود ہنسا ہنسا کے مجھے Aise Yakeen Ke Main Jaan De Na Pauon GaMujhe Ya Khuof Roey Ga Azma Ke Mujhe اسے یقین کہ میں جان دے نہ پاؤں گامجھے یہ خوف کہ روئے گا آزما کے مجھے Jo Door Reh Ke Urata Raha Mera MazaqQareeb Aya to Roya Galy Laga Ke Mujhe جو دور رہ کے اڑاتا رہا مذاق مراقریب آیا تو رویا گلے لگا کے مجھے Main Apni Qabr Main Maho Azaab Tha LekinZamana Khush Howa Dewaroon Par Saja Ke Mujhe میں اپنی قبر میں محو عذاب تھا لیکنزمانہ خوش ہوا دیواروں پر سجا کے مجھے Yahan Kisi Ko Kouyi Pochta Nahi ArzKahan Pe Layi Hai Aandi Hawa Ura Ke Mujhe یہاں کسی کو کوئی پوچھتا نہیں آزرؔکہاں پہ لائی ہے اندھی ہوا اڑا کے مجھے Jo Thake Thake Se They Hosle – Mehdi Hassan LyricsMarhale Shoq Ke Dushwar Howa Karte Hain – Mohsin NaqviDasht Mein Pyas Bujhate Hovy Mar Jate Hain – PoetryYaaro Muje Maaf Rakho Main Nashe Mein Hun – Mir Taqi Mir
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO