Urdu Poetry Suno Ab Hum Mohabbat Mein Bahut Aage Nikal Aaye urdunama August 2, 2021 Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha Suno Ab Hum Mohabbat Mein Bahut Aage Nikal Aayesuno ab hum mohabbat mein bahut aage nikal aayekeh ek raste pe chalte chalte sau raste nikal aayeسنو!! اب ہم محبت میں بہت آگے نکل آئےکہ اک رستے پہ چلتے چلتے سو رستے نکل آئے agarche kam na thi, chaaragaran-e-shahr ki pursishmagar kuch zakhm-e-na-dida bahut gahre nikal aaye اگرچہ کم نہ تھی چارہ گرانِ شہر کی پُرسشمگر کچھ زخمِ نادیده بہت گہرے نکل آئے mohabbat ki to koi had, koi sarhad nahi hotihamare darmiyan ye fasle, kaise nikal aaye محبت کی تو کوئی حد، کوئی سرحد نہیں ہوتیہمارے درمیاں یہ فاصلے کیسے نکل آئے bahut din tak hisar-e-nashsha yaktai mein rakkhaphir is chehre ke andar bhi kai chehre nikal aaye بہت دن تک حصارِ نشّہ یکتائی میں رکھاپھر اس چہرے کے اندر بھی کئی چہرے نکل آئے purane zakhm bharte hi, nae zakhmon ke shaidayimizaj-e-aina odhe hue ghar se nikal aaye پرانے زخم بھرتے ہی نئے زخموں کے شیدائیمزاجِ آئینہ اوڑھے ہوئے گھر سے نکل آئے tazad-e-zat ke bais khula wo kam-sukhan aisaadhuri baat ke mafhum bhi pure nikal aaye تضادِ ذات کے باعث کھلا وہ کم سخن ایساادھوری بات کے مفہوم بھی پورے نکل آئے (خالد معین) Safar Mein Hai Jo Azal Se – Munir Niazi PoetryWo Kehti Hai Karo Wada – Love/Romantic PoetryGham-e-Dil Kisi Se Chhupana Parrega – Ghulam AliAankhon Se Mere Is Liye Lali Nahi Jati – Wasi Shah FOLLOW US:Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6ePinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAmYoutube: Https://Bit.Ly/35blMZO Continue Reading Previous: Baat Yeh Tere Siwa Aur Bhala Kis Se Karain – Urdu GhazalNext: Ishq Ki Duniya Mein Ek Hangama Barpa Kar Diya – Ehsan Danish Related Stories Urdu Poetry Sambhala Hai Hosh Jab Se, Muqaddar Sakht-Tar Nikla – Poetry urdunama January 11, 2022 Urdu Poetry Laboun Pay Harf Na Koi Sawal Rakhta Tha – Urdu Poetry urdunama January 6, 2022 Urdu Poetry Na Kisi Pe Zakhm Ayan Koi – Faiz Ahmad Faiz | Urdunama.net urdunama January 6, 2022