Urdu Poetry Sukhe Hont Sulagti Ankhein Sarson Jaisa Rang – Urdu Ghazal urdunama May 31, 2021 Table of Contents ToggleSukhe Hont Sulagti Ankhein Sarson Jaisa RangUrdu Poetry Collection شبنم شکیل Sukhe Hont Sulagti Ankhein Sarson Jaisa RangUrdu Poetry Collection Sukhe hont sulagti ankhein sarson jaisa rangBarson bad wo dekh k mujh ko reh jae ga dang ﺳﻮﮐﮭﮯ ﮨﻮﻧﭧ، ﺳﻠﮕﺘﯽ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ، ﺳﺮﺳﻮﮞ ﺟﯿﺴﺎ ﺭﻧﮓﺑﺮﺳﻮﮞ ﺑﻌﺪ ﻭﮦ ﺩﯾﮑﮫ ﮐﮯ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺭﮦ ﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ ﺩﻧﮓ Maazi ka wo lamha mujh ko aaj bhi khoon rulayeUkhri ukhri baten us ki gheron jesa dhang ﻣﺎﺿﯽ ﮐﺎ ﻭﮦ ﻟﻤﺤﮧ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺁﺝ ﺑﮭﯽ ﺧﻮﻥ ﺭﻻﺋﮯﺍﮐﮭﮍﯼ ﺍﮐﮭﮍﯼ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﺍﺱ ﮐﯽ، ﻏﯿﺮﻭﮞ ﺟﯿﺴﮯ ﮈﮬﻨﮓ Taara ban kar door ufaq par kale larze doleKachi dor se urne wali dekho aik patang ﺗﺎﺭﮦ ﺑﻦ ﮐﮯ ﺩﻭﺭ ﺍﻓﻖ ﭘﺮ ﮐﺎﻧﭙﮯ، ﻟﺮﺯﮮ، ﮈﻭﻟﮯﮐﭽﯽ ﮈﻭﺭ ﺳﮯ ﺍﮌﻧﮯ ﻭﺍﻟﯽ ﺩﯾﮑﮭﻮ ﺍﯾﮏ ﭘﺘﻨﮓ Dil ko to pehle hi dard ki deemak chaat gai thiRooh ko bhi ab khata jaye tanhai ka zang ﺩﻝ ﮐﻮ ﺗﻮ ﭘﮩﻠﮯ ﮨﯽ ﺩﺭﺩ ﮐﯽ ﺩﯾﻤﮏ ﭼﺎﭦ ﮔﺌﯽ ﺗﮭﯽﺭﻭﺡ ﮐﻮ ﺑﮭﯽ ﺍﺏ ﮐﮭﺎﺗﺎ ﺟﺎﺋﮯ ﺗﻨﮩﺎﺋﯽ ﮐﺎ ﺯﻧﮓ Un hi k sadqe ya rab meri mushkil kar aasanMere jese aur bhi hen jo dil k hathon tang ﺍﻧﮩﯽ ﮐﮯ ﺻﺪﻗﮯ ﯾﺎ ﺭﺏ ﻣﯿﺮﯼ ﻣﺸﮑﻞ ﮐﺮ ﺁﺳﺎﻥﻣﯿﺮﮮ ﺟﯿﺴﮯ ﺍﻭﺭ ﺑﮭﯽ ﮨﯿﮟ ﺟﻮ ﺩﻝ ﮐﮯ ﮨﺎﺗﮭﻮﮞ ﺗﻨﮓ Sab kuch de kar hans di aur phir kehne lagi taqdeerKabhi na poori hogi tere dil ki aik umang ﺳﺐ ﮐﭽﮫ ﺩﮮ ﮐﺮ ﮨﻨﺲ ﺩﯼ ﺍﻭﺭ ﭘﮭﺮ ﮐﮩﻨﮯ ﻟﮕﯽ ﺗﻘﺪﯾﺮﮐﺒﮭﯽ ﻧﮧ ﮨﻮﮔﯽ ﭘﻮﺭﯼ ﺗﯿﺮﮮ ﺩﻝ ﮐﯽ ﺍﯾﮏ ﺍﻣﻨﮓ Shabnam koi jo tujh se hare, jeet pe maan na karnaJeet wo ho gi jab jeeto gi apne aap se jang ﺷﺒﻨﻢ ﮐﻮﺋﯽ ﺟﻮ ﺗﺠﮫ ﺳﮯ ﮨﺎﺭﮮ، ﺟﯿﺖ ﭘﮧ ﻣﺎﻥ ﻧﮧ ﮐﺮﻧﺎﺟﯿﺖ ﻭﮦ ﮨﻮﮔﯽ ﺟﺐ ﺟﯿﺘﻮ ﮔﯽ ﺍﭘﻨﮯ ﺁﭖ ﺳﮯ ﺟﻨﮓ شبنم شکیل Kuch Bhi Kar Guzarne Mein Dair Kitni Lagti Hai – Urdu Poetry CollectionMujhe Aisa Lutf Ataa Kiya Keh Jo Hijr Tha Na Visal Tha – Urdu GhazalParakhna Mat Parakhne Mein Koi Apna Nahi Rehta – Bashir BadrSUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL! Continue Reading Previous: Kuch Bhi Kar Guzarne Mein Dair Kitni Lagti Hai – Urdu Poetry CollectionNext: Hum Tujhse Koi Baat Bhi Karne Ke Nahi Thay – Urdu Poetry Related Stories Urdu Poetry Sambhala Hai Hosh Jab Se, Muqaddar Sakht-Tar Nikla – Poetry urdunama January 11, 2022 Urdu Poetry Laboun Pay Harf Na Koi Sawal Rakhta Tha – Urdu Poetry urdunama January 6, 2022 Urdu Poetry Na Kisi Pe Zakhm Ayan Koi – Faiz Ahmad Faiz | Urdunama.net urdunama January 6, 2022