Success Quotes in Urdu that will change your life. Powerful Urdu Quotes
Kamyabi par aise aqwal jo apko apka maqsad hasi karne main madad krain ge.
Nakami aik option nahi hai. Sab ko kamayab hona hai.
Kamyabi Aap ky girne key muqable main sirf aik baar uthne par mushtimal hoti hai.
kisi bhi kamayab mansoobay ki ta’ameer ke liye khud par aitemad
aik sab say aham eent hai
Mein Raaton Raat kamayabi ke liye apni aadhi zindagi kaam kiya,
or phir es nay mujhe haira mein daal diya
– Jessica Savitch
Raaton Raat kamayabi hasil karne ke liye 20 saal lagte hian
– Addy Cantor
Mein Hairatzda hoon keh Log pasihraft say pehle he kitni baar
haar maan te hain. jab keh woh kamayai ke dahane par hain
– Joyce Meyer
4 Cheezain:
Kaam Karo or Dua Karo,
Socho or Yaqeen Karo
Kamayabi Ka Raaz Mustaqil Maqsad Hai
Apko Nakaam Hona Chahiye Takeh
apko Maloom ho keh agli baat kiya nahi karna.
Aap ko apni kamaybi ke liye Sakhat mehnat karni paregi
or apko mustaqil tor pe hazir hona parega.
yehi raaz hai
Kamayabi 99 feesad nakami hai.
Apki kamaybi ka ihisaar es baat par hai keh
Aap apne bare mein kia sochte hain
or kya aap khd par itemad karte hain
Mein apni zindagi mein baar baar nakam rahaor esi wajah sy mein kanayb hoon
– Michael Jordan
Aapki Kamayabi Ka Size Aapko Khwahish ki taqat
say mapa jata hai. Aapke khwab ka size; or aap
kis tarah mayusi ka muqabla akarte hain
Jab Bhi aap ne kaam hath mein liya hai, aapko essy anjam tak pohnchana hoga.
yehi kamyabi k araaz hai. kabhi bhi himmat nahi harna!
Koi Bhi Shakhs Koshish Ke Bgair Kamayab Nahi Hota.
Aik Kamayab Shakhs or doosron ke darmian farq taqat kafuqdan, ilm ka fuqdan nahi
balkeh marzi kao fuqdan hai.
Kamaybi zehan ki kaifiat hai. agar aap kamyabi chahty hain,
tou aap apne aapko kamyab samajhna shuru kar dain
Jab Kamayabi ki baat ati hai tou koi shortcut nahi hote.
Woh Kamayab ho gaye, kiun keh
wo samajhte hian keh wo kar sakte hain
En quotations ko apne doston ke stah share krain, Shukriya!