
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Shoala Tha Jal-bujha Hon Hawaen Mujhe Na Do
Ahmad Faraz Poetry
Shoala Tha Jal-bujha Hon Hawaen Mujhe Na Do Main Kab Ka Ja Chuka Hon Sadaen Mujhe Na Do شعلہ تھا جل بجھا ہوں ہوائیں مجھے نہ دو میں کب کا جا چکا ہوں صدائیں مجھے نہ دو Jo Zahr Pi Chuka Hon Tumhin Ne Mujhe Diya Ab Tum To Zindagi Ki Duaen Mujhe Na Do جو زہر پی چکا ہوں تمہیں نے مجھے دیا اب تم تو زندگی کی دعائیں مجھے نہ دو Ye Bhi Bada Karam Hai Salamat Hai Jism Abhi Ai Khusrawan-e-shahr Qabaen Mujhe Na Do یہ بھی بڑا کرم ہے سلامت ہے جسم ابھی اے خسروان شہر قبائیں مجھے نہ دو Aisa Na Ho Kabhi Ki Palat Kar Na Aa Sakun Har Bar Dur Ja Ke Sadaen Mujhe Na Do ایسا نہ ہو کبھی کہ پلٹ کر نہ آ سکوں ہر بار دور جا کے صدائیں مجھے نہ دو Kab Mujh Ko E’tiraf-e-mohabbat Na Tha ‘faraaz’ Kab Main Ne Ye Kaha Hai Sazaen Mujhe Na Do کب مجھ کو اعتراف محبت نہ تھا فرازؔ کب میں نے یہ کہا ہے سزائیں مجھے نہ دو Ab Kis Se Kahein Aur Kon Sune, Jo Haal Tumhare Bad HuaKhud Waqt Mere Sath Chala Wo Bhi Thak Gaya – Mohsin NaqviDil Ke Andar Dard Aankhon Ki Nami Ban Jaiye
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO