Table of Contents
Sham e Firaq Ab Na Puch Aayi Or Aa Ke Tal Gayi
Dil Tha Ke Phir Behal Gaya Jaan Thi Ke Phir Sambhal Gayi
شامِ فراق، اب نہ پوچھ، آئی اور آکے ٹل گئی
دل تھا کہ پھر بہل گیا، جاں تھی کہ پھر سنبھل گئی
Bazam e Khayal Mein Tere Husan Ki Shama Jal Gayi
Dard Ka Chand Bujh Gaya Hijr Ki Raat Dhal Gayi
بزمِ خیال میں ترے حسن کی شمع جل گئی
درد کا چاند بجھ گیا، ہجر کی رات ڈھل گئی
Jab Tujhe Yaad Kar Liya Subah Mehak Mehak Uthi
Jab Tera Gham Jaga Lia Raat Machal Machal Gayi
جب تجھے یاد کرلیا، صبح مہک مہک اٹھی
جب ترا غم جگا لیا، رات مچل مچل گئی
Dil Se To Har Muaamla Kar Ke Chale They Saaf Hum
Kehne Me Un Ke Saamne Baat Badal Badal Gayi
دل سے تو ہر معاملہ کرکے چلے تھے صاف ہم
کہنے میں ان کے سامنے بات بدل بدل گئی
Akhir-E-Shab Ke Hum Safar Faiz Na Jane Kia Huye
Reh Gai Kis Jaga Saba Subah Kidhar Nikal Gayi
آخرِ شب کے ہمسفر فیض نجانے کیا ہوئے
رہ گئی کس جگہ صبا، صبح کدھر نکل گئ
Read More:
Tum Aaye Ho Na Shab-e-Intezar Guzri Hai by Faiz Ahmad Faiz
Donon Jahan Teri Mohabbat Mein Haar Ke by Faiz Ahmad Faiz
Bas Ke Dushwar Hai Har Kam Ka Asan Hona – Mirza Ghalib