
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Shab Mein Din Ka Bojh Uthaya Din Mein Shab e Baidari Ki
shab mein din ka bojh uthaya din mein shab-bedari ki
dil par dil ki zarb lagai ek mohabbat jari ki
شب میں دن کا بوجھ اٹھایا دن میں شب بیداری کی
دل پر دل کی ضرب لگائی ایک محبت جاری کی kashti ko kashti kah dena mumkin tha aasan na tha
dariyaon ki khak udai mallahon se yari ki کشتی کو کشتی کہہ دینا ممکن تھا آسان نہ تھادریاؤں کی خاک اڑائی ملاحوں سے یاری کی koi had koi andaza kab tak karte jaana hai
khandaq se khamoshi gahri us se gahri tariki کوئی حد کوئی اندازہ کب تک کرتے جانا ہےخندق سے خاموشی گہری اس سے گہری تاریکی ek taswir mukammal kar ke un aankhon se darta hun
faslen pak jaane par jaise dahshat ek chingari ki اک تصویر مکمل کر کے ان آنکھوں سے ڈرتا ہوںفصلیں پک جانے پر جیسے دہشت اک چنگاری کی hum insaf nahin kar pae duniya se bhi dil se bhi
teri jaanib mud kar dekha yani jaanib-dari ki ہم انصاف نہیں کر پائے دنیا سے بھی دل سے بھیتیری جانب مڑ کر دیکھا یعنی جانب داری کی khwab adhure rah jate hain nind mukammal hone se
aadhe jage aadhe soe ghaflat bhar hushyari ki خواب ادھورے رہ جاتے ہیں نیند مکمل ہونے سےآدھے جاگے آدھے سوئے غفلت بھر ہشیاری کی jitna in se bhag raha hun utna pichhe aati hain
ek sada jarob-kashi ki ek aawaz bhikari ki جتنا ان سے بھاگ رہا ہوں اتنا پیچھے آتی ہیںایک صدا جاروب کشی کی اک آواز بھکاری کی apne aap ko gali de kar ghur raha hun tale ko
almari mein bhul gaya hun phir chabi almari ki اپنے آپ کو گالی دے کر گھور رہا ہوں تالے کوالماری میں بھول گیا ہوں پھر چابی الماری کی ghatte badhte sae se adil lutf uthaya sara din
aangan ki diwar pe baithe hum ne khub sawari ki گھٹتے بڑھتے سائے سے عادلؔ لطف اٹھایا سارا دنآنگن کی دیوار پہ بیٹھے ہم نے خوب سواری کی Ab To Ghabra Keh Yeh Kahte Hain Keh Mar JaayengeHumne Kaati Hain Teri Yaad Mein Raatein Aksar – PoetryYaar Ke Gham Ko Ajab Naqsh Giri Aati Hai – Sad PoetryLog Kahte Hain Keh Tu Ab Bhi Khafa Hai Mujh Se
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO