
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Sarakti Jaaye Hai Rukh Se Naqab Ahista Ahista
Jagjit Singh Lyrics in Urdu/Hindi
Sarakti Jaaye Hai Rukh Se Naqab Ahista Ahista
Nikalta Aa Raha Hai Aftab Ahista Ahista
سرکتی جائے ہے رخ سے نقاب آہستہ آہستہ
نکلتا آ رہا ہے آفتاب آہستہ آہستہ Jawan Hone Lage Jab Wo To Ham Se Kar Liya Parda
Haya Yak-Lakht Aayi Aur Shabab Ahista Ahista جواں ہونے لگے جب وہ تو ہم سے کر لیا پردہحیا یک لخت آئی اور شباب آہستہ آہستہ Shab-E-Furqat Ka Jaaga Hun Farishto Ab To Sone Do
Kabhi Fursat Men Kar Lena Hisab Ahista Ahista شب فرقت کا جاگا ہوں فرشتو اب تو سونے دوکبھی فرصت میں کر لینا حساب آہستہ آہستہ Sawal-E-Vasl Par Un Ko Adu Ka Khauf Hai Itna
Dabe Honton Se Dete Hain Javab Ahista Ahista سوال وصل پر ان کو عدو کا خوف ہے اتنادبے ہونٹوں سے دیتے ہیں جواب آہستہ آہستہ Wo Bedardi Se Sar Katen Ameer Aur Main Kahun Un Se
Huzur Ahista Ahista Janab Ahista Ahista وہ بے دردی سے سر کاٹیں امیرؔ اور میں کہوں ان سےحضور آہستہ آہستہ جناب آہستہ آہستہ Poet: Ameer Minai Saare Rishte Tabah Kar Aaya – Jaun Elia GhazalMujhe Rona Nahi Awaz Bhi Bhari Nahi KarniBada Viran Mausam Hai Kabhi Milne Chale AaoPur Kaif Baharon Ne Bhi Dil Tord Diya Hai
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO