Sambhala Hai Hosh Jab Se, Muqaddar Sakht-Tar Nikla
Sambhala Hai Hosh Jab Se, Muqaddar Sakht-Tar Nikla,
Parra Hai Wasta Jisse Wohi Teer-O-Tabar Nikla,
Sabaq Deta Raha Jo Umar Bhar Roshan Khayali Ka,
Usay Jab Paas Se Dekha, To Khud Bhi Tang Nazar Nikla,
Samajh Kar Zindagi Jis Se Mohabbat Kar Rahy They Hum,
Usay Jab Chu K Dekha, Faqat Khaki Bashar Nikla,
Mohabbat Ka Khumar Utra, To Tab Sabit Howa Hum Par,
Jisy Hum Umar Samjhe Thy Wo Bemaqsad Safar Nikla. Visit Here
ﺳﻨﺒﮭﺎﻻ ﮨﻮﺵ ﮨﮯ ﺟﺐ ﺳﮯﻣﻘﺪﺭ ﺳﺨﺖ ﺗﺮ ﻧﮑﻼﭘﮍﺍ ﮨﮯ ﻭﺍﺳﻄﮧ ﺟﺲ ﺳﮯﻭﮨﯽ ﺯﯾﺮﻭ ﺯﺑﺮ ﻧﮑﻼﺳﺒﻖ ﺩﯾﺘﺎ ﺭﮨﺎ ﻣﺠﮫ ﮐﻮﺻﺪﺍ ﺭﻭﺷﻦ ﺧﯿﺎﻟﯽ ﮐﺎﺍﺳﮯ ﺟﺐ ﭘﺎﺱ ﺳﮯ ﺩﯾﮑﮭﺎﺗﻮ ﺧﻮﺩ ﺑﮭﯽ ﺗﻨﮓ ﻧﻈﺮ ﻧﮑﻼﺳﻤﺠﮫ ﮐﺮ ﺯﻧﺪﮔﯽ ﺟﺲ ﺳﮯﻣﺤﺒﺖ ﮐﺮ ﺭﮨﮯ ﺗﮭﮯ ﮨﻢﺍﺳﮯ ﺟﺐ ﭼﮭﻮ ﮐﮧ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﺗﻮﻓﻘﻂ ﺧﺎﮐﯽ ﺑﺸﺮ ﻧﮑﻼﻣﺤﺒﺖ ﮐﺎ ﻧﺸﮧ ﺍﺗﺮﺍﺗﻮ ﺗﺐ ﺛﺎﺑﺖ ﮨﻮﺍ ﻣﺠﮫ ﮐﻮﺟﺴﮯ ﻣﻨﺰﻝ ﺳﻤﺠﮭﺘﮯ ﺗﮭﮯﻭﮦ ﺑﮯ ﻣﻘﺼﺪ ﺳﻔﺮ ﻧﮑﻼ۔۔۔ Tum Ko Wehshat To Sikha Di Hai, Guzare Laiq – Urdu PoetryAakhri Chand Din December Ke – December poetryOs Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par – Urdu PoetryBerukhi Usne Bhi Ki Uzr-E-Zamana Kar Ke – Urdu Poetry
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO