
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Safar Mein Hai Jo Azal Se – Munir Niazi Poetry
Safar mein hai jo azal se yeh woh balaa hi na hoKiwaar khol ke dekho, kahin hawaa hi na ho سفر میں ہے جو ازل سے یہ وہ بلا ہی نہ ہوکواڑ کھول کے دیکھو کہیں ہوا ہی نہ ہو Nigaah e aayiina maloom, aks e na-maaloomDikhayi deta hai jo asl mein chhupaa hi na ho نگاہ آئینہ معلوم عکس نامعلومدکھائی دیتا ہے جو اصل میں چھپا ہی نہ ہو Zamin ke gird bhi paani, zamin ki tah mein bhiJo shahr jam ke khara hai woh tairtaa hi na ho زمیں کے گرد بھی پانی زمیں کی تہہ میں بھییہ شہر جم کے کھڑا ہے جو تیرتا ہی نہ ہو Na jaa Ke is se paray, dasht-e-marg ho shaayadPalatna chahe wahaan se to raastaa hi na ho نہ جا کہ اس سے پرے دشت مرگ ہو شایدپلٹنا چاہیں وہاں سے تو راستہ ہی نہ ہو Main is khyaal se jaata nahi watan ki tarafKe mujh ko dekh ke us but ka ji buraa hi na ho میں اس خیال سے جاتا نہیں وطن کی طرفکہ مجھ کو دیکھ کے اس بت کا جی برا ہی نہ ہو Kati hai jis ke khyaalon mein apni umr MunirMaza to jab hai Ke us shokh ko pataa hi na ho کٹی ہے جس کے خیالوں میں عمر اپنی منیرؔمزا تو جب ہے کہ اس شوخ کو پتا ہی نہ ہو Main Khushnaseebi Hoon Teri, Mujhe Bhi Raas Hai Tu – Wasi ShahBhool Jana Bhi Usay Yaad bhi Kartay Rehna – Mohsin NaqviAnkh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li – NFAK Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO