Safar-E-Wafa Ki Raah Mein Manzil Jafa Ki Thi
Safar-E-Wafa Ki Raah Mein Manzil Jafa Ki Thi,Kaghaz Ka Ghar Bana K Bhi Khawahish Hawa Ki Thi سفرِ وفا کی راہ میں منزل جفا کی تھیکاغذ کا گھر بنا کے بھی خواہش ہوا کی تھی Thi Jugnuon K Shehr Mein Taron Se Dushmani,Mashooq Chaand Tha Aur Tamanna Subha Ki Thi تھی جگنوؤں کے شہر میں تاروں سے دشمنیمعشوق چاند تھا اور تمنا صبح کی تھی Tum Ne To Ibadat Ka Tamasha Bana Diya,Chahat Namaz Ki Thi Per Aadat Qaza Ki Thi, تم نے تو عبادت کا تماشا بنا دیاچاہت نماز کی تھی پر عادت قضا کی تھی Maine To Zindagi Ko Tere Naam Likha Tha,Shayad Mgr Kuch Aur Hi Marzi Khuda Ki Thi, میں نے تو زندگی کو ترے نام لکھا تھاشاید مگر کچھ اور ہی مرضی خدا کی تھی Dena Tha Dard He To Pehle Bata Detay,Hum Ko Bhi Azal Se He Tamana Saza Ki Thi دینا تھا درد ہی تو پہلے بتاتے تمہم کو تو ازل سے ہی تمنا سزا کی تھی Teri Gali Mein Tamasha Kiye Zamana Hua – Urdu PoetryUsi Ke Pyar Ko Dil Se Nikal Rakkha Hai – By Mubarak AnsariApni Tanhai Mere Nam Pe Aabaad Kare – Parveen Shakir
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO