
Sad Urdu Poetry
Best Collection of 2 Line Sad Urdu Poetry
Urdu Sad Poetry Collection
Tujhse Wafa Na Ki Tou Kisi Se Wafa Na Ki
Kis Tarah Intiqam Liya Apne Aap Se
Kehte Hain Jeete Hian Umeed Pe Log
Humko Jeene Ki Bhi Umeed Nahi
Ye Ishq Nahi Asaan Bss Itna Smajh Lijiye
Ik Aag Ka Darya Hai Or Doob Ke Jana Hai
Sochta Hoon Keh Uski Yaad Aakhir
Ab Kise Raat Bhar Jagati Hai
Jaane Wale Se Mulaqat na Hone Pai
Dil Ki Dil Mein He Rahi Baat Na Hone Pai
Ab Tou Khushi Ka Gham Hai Na Gham Ki Khushi
Be-Hiss Bana Chuki Hai Buhat Zindagi Mujhe
Kabhi Arsh Par Kabhi Farsh Par
Kabhi Unke Dar Kabhi Darbadar
Gham-e-Ashiqi Tera Shukriya
Hum Kahan Kahan Se Guzar Gaye
Kaise Kahain Keh Tujh Ko Bhi
Humse hai Waasta Hai Koi
Tune Tou Hum Se Aj Tak
Koi Gila Nahi Kya
Kabhi Arsh Par Kabhi Farsh Par – Parveen Shakir | Urdu Poetry
Hum Ne Seene Say Lagaya
Dil Na APna Ban Saka
Muskara Kar Tumne Dekha
Dil Tumhara Ho Gaya
Tum Ne Kiya Na Yaad Kabhi Bhool Kar Hamain
Hum Ne Tumhari Yaad Mein Sab Kuch Bula Diya
Woh Na Ayega Hamain Maloom Tha Us Sham Bhi
Intizar Uska Magar Kuch Soch Kar Karte Rahe
Arzoo Wasal Ki Rakhte Hain Pareshan Kya Kya
Kya Bataon Keh Mere Dil Mein Hai Arman Kya Kya
Dil Mein Na Ho Jurrat Tou Muhabbat Nahi Milti
Khairat Mein Itni Bari doulat Nahi Milti
Bhool Jane Ka Mujhe Mashwara Dene Wale
Yaad Khud Ko Bhi NaMein Aaon Kuch Aisa Karde
Yeh Mera Dil Sarasar Nigar Khana-e-Gham
Sad Usi Mein Utarti Hai Tere Hijr Ki Sham
Dil Woh Nagar Nahi Keh Phir Abad Ho Sake
Pachtaoge Suno Ho Yeh Basti Ujar kar
Top 2 Line Poetry | Best Collection of 2 Line Poetry