Table of Contents
Beautiful Sabar Quotes in Urdu
Urdu Sabar Quotes | Aise Aqwal jo aapki zindagi tabdeel kar sakte hain.
Do Sab Se taqatwar jangju – Sabar or Waqt hain.
Sabar karna sirf intizar karne ki salahiat nahi hai.
jab ham intizar kar rahe hain tou ham bartao kaise kar rahe hain.

har cheez ki kaleed sabar hai.
aap murgi ko anda lagane say hasil karte hain,
ussy torne say nahi

jo shaks sabr ka malik hai,
wo har cheez ka malik hai

Sabar or tandrusti aqeedy ki tarah paharon ko khatam karti hain.

sabar ka aik lamha bari tabahi say bachaa hai.
be-Sabari ka aik lamha saari zindagi barbad kar sakta hai

nadion ko ye maloom hai , koi jaldi nahi
ham aik wahan pohchain gy

sabar karna umeed ka fun hai

Mein ne yeh seekh ahai keh zindagi mein jo bhi cheez
qabil-e-qadar hai wo sabar or mehnat sy hasil hoti hai

Aik minute ka sabar
das saal ka sukoon

intizar karne wal eke paas saari achi cheezain aati hain

Muhabbat or sabar ke sath kuch bhi na-mumkin nahi hai

jis ke pass sabar ho sakta hai woh apni marzi say hasil kar sakta hai

Sabar talkh hai
lekin esk phal meetha hai

Hamara sabar hamri taqat hat sy ziada hasil karega

sabar say mehroom hona jang harna hai

do cheezain aapki tareef karti hai:
jab aapke paas kuch bhi na ho tou aapka sabar
or jab aapke pass sab kuch ho tou apka rawiah

sabar karna tamamkhubion ki maa hai

sabar aik behtreen dawa hai

sabar har pareshani k abehtreen ilaaj hai
En Aqwal k opane doston ke sath share krain. Shukriya!
Read More Urdu Quotes;
Success Quotes in Urdu | Powerful Urdu Quotes
Best Motivational Quotes in Urdu | Inspirational Quotes

