
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Saare Rishte Tabah Kar Aaya
Jaun Elia Ghazal
Saare rishte tabah kar ayaDill-e-barbaad apne ghar aya سارے رشتے تباہ کر آیا دل برباد اپنے گھر آیا Akhirash khoon thukne se mianBaat main teri kya assar aya آخرش خون تھوکنے سے میاں بات میں تیری کیا اثر آیا Tha khabar main ziyan dill-o-jaan kaHar taraf se main bekhabar aya تھا خبر میں زیاں دل و جاں کا ہر طرف سے میں بے خبر آیا Ab yahan hosh main kabhi apneNahin aaon ga main agar aya اب یہاں ہوش میں کبھی اپنے نہیں آؤں گا میں اگر آیا Main raha umar bhar juda khud seYaad main khud ko umar bhar aya میں رہا عمر بھر جدا خود سے یاد میں خود کو عمر بھر آیا Woh jo dil naam ka tha ek nafarAaj main us se bhi mukar aya وہ جو دل نام کا تھا ایک نفر آج میں اس سے بھی مکر آیا Muddaton baad ghar geya tha mainJaate hi main wahan se ddar aya مدتوں بعد گھر گیا تھا میں جاتے ہی میں وہاں سے ڈر آیا Mujhe Rona Nahi Awaz Bhi Bhari Nahi KarniPur Kaif Baharon Ne Bhi Dil Tord Diya HaiTujhse Bichhad Ke Hum Bhi Muqaddar Ke Ho GayeMere Hi Lahu Par Guzar Auqat Karo Ho
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO